Sardar
Sardar travelling in Train
TC: Ticket dikhao
Sardar: Yeh lo
TC: Yeh to purani hai
!
Sardar: To Train kaunsi nayi hai?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 807 views
Similar Jokes
Shadi ki raat Husband confuse hogia
Ke bewi se kia bolon!!
.
Akhir wo bola
.
Aap ke ghar walon ko maloom hai,
Ke ap yahan mairy sath ho??
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardion me 10 ka note gir jane ka itna dukh nai hota jitna
mong phali ka dana girne ka hota hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: oye teray chotay bhai ki moonchain hen or
teri nahi hen?
Aisa kiun?
2nd Pathan: Is main kiun wali kya bat he?
Wo Abu pe gya he or me ammi pe.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par MazmoonLikh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang parKaat krar bhag gaya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pathan Ko uska Susar Jootay Maar Raha Tha:
Aadmi: Q Maar Rahy Ho?
Susar: Iski Biwi ne Hospital Se Isay SMS Kya,
TUM BAAP BAN GAYE HO.
Isne Apne Saary Doston Ko Forward Kar diya
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan ki B.V bhaag gai 3 din baad wapis aaye:
Pathan ghusse se bola: Ab kya lene aayi ho?
Pathan ki BV boli:
"Main apne mobile ka charger bhool gai thi"
by Abdul Hannan (few years ago!)
JATT: Tumhe rajput kyon kehte hain?
RAJPUT: Hum apni baat pe jaan de dete hain,
aur tumhe JATT q kehte hain ?
JATT : QK hum bat bat pe jan le lete hain ;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardars Friend:
Yar Kal Meine Kitni Baar Call Kiya,
Uthaya Q Nahi?
Sardar:
Q Uthaun,30 Rs. De Ke Jo Gaana Lagwaya Hai
Woh Kya Tera Baap Sunega
by Pak101.com (few years ago!)
Hume paper nahi aata tha hum udas
ho gaye Sari sheet par apki photo
bana dali Fir b hum pass ho gaye Q?
Qki paper drawing ka tha Or cartoon
Banana Tha.
by khalid hussain (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Tanveer Hussain (few years ago!)