Bhagwaan Ko Blackmail
Ek Bar Ek Bachhe Ne Shiv Ji Bhagwan Se Prayer Ki.
Bachha: Hey Bhagwan Mujhe Ek Cycle De Do
Esa Lagatar Ek Hafta Karne Par Bhi Kuch Nahi Hua
To Agle Din Vo Mandir Mein Gaya Aur Ganesh Ji Ki Moorti Utha Le Aaya
Aur Shivji Ko Prayer Mein Bola.
Bachha: Agar Bacha Chahiye To Cycle Leke Mandir Aa Jana...
by Pak101.com (few years ago!) / 1537 views
Similar Jokes
Boy-
yar,mujhe us ladki se bachao?
Dost- q?
... Boy- jab se maine keh dia hai dil chir k dekh tera hi
nam hoga?
.
.
.
.
.
.
Saali chaku leke piche pad gayi hai... :P
by Pak101.com (few years ago!)
ek techer ko susu ke naam par bahout sakht nafrat thi
techer ne students se kaha jab susu aaya to bolna - "AAP aaya hai" ek din student ko PAUTTI aa rahi thi aur wo buri buri shakle bana raha tha, techer "AAP aaya hai" student nahi "AAP ka BAAP aaya hai"
by Shahryar (few years ago!)
Parvati ji: Prabhu Aapka Trishool kaha hai?
Shiv ji: Rajnikanth le gaya hai!
Parvati ji: Kyooon?
Shiv ji: Noodles khaane ke liye!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Once a sardar sees crowd surrounding an accident place. He was curious to see what has happened and who has got hurt but, due to the crowd, he couldn't watch it. He was clever sardar, so he got an idea.. He started shouting 'he is my father.. move... he is my father'. Crowd suddenly gave his a way to go inside. and, He sees a 'Donkey' lying there..
by Pak101.com (few years ago!)
Eyes: To look at you Hands: To pray for you Mind: To care for u Heart: To love you and Legs: To kick u if u forget me.
by khalid hussain (few years ago!)
Husband: can u be the moon of my life?
Wife: Awww Yes sweetheart..!
.
.
.
.
.
Husband: Great! then….
Stay 9,955,887.6 kms away from Me..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Police:Bibi Ap Bht Bahadur Hain,Ap Ne Dakoo Ko Bohat Mara.
Lady:Mujhy Kya Pata Tha k Wo Bechara Dakoo Hay,
MeiN To Samjhi K Mera Shohar Dair Sy Ghar aya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik faqeer shaikh k ghar aya aur kaha me Allah ka mehman hun mujhe roti du
shaikh ne faqeer ko pakra aur masjid chor kar kaha ye Allah ka ghar hai
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar jb peshab karne k lye gia to radio sath le gia.
Bv :aj to bare maze se kia hoga
sardar:khak maze se jb bithne laga to qaumi tarana shoru hogia aur khare ho k karna para.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: I Love U Ka Kya Matlab Hy?
Girl: Ma Tumse Pyar Karti Hun.
Sardar:
Aaj Kal Ki Larkiyan To Buhat Besharam Hyn. Ek Bat Ka Matlab Kya Pocha Free Hogaen.
by Pak101.com (few years ago!)