Sardar
2 admi motar cycle par pankha le kar ja rahy the pankha hawa se ghoom raha tha ek sardar ne dekh leya aour 500 ki texi karwai aur un k peche lag geya kuch fasly par un ko roka aur dono ko 1 1 lagai aur bola saaleyo bijli aggay nai labdi tussi sakotaraan te pakhey laaye hoye ne ..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1030 views
Similar Jokes
Sardar Pathan Se: Yaar meri saas k birthday hay koi sasti aur achi antique cheez batao jo ussay don.
Pathan: O khucha, aisa karo humara Sussar de do.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa sends friend request to Girl on Facebook :-
Girl : Kaunn ho tum ?
Santa : Hasrat tumhari
Girl :- Chahate kya ho ?
Santa : Mohhabat tumhari
Girl:- Pachtao gaye tum
Santa : Kismat hamari
Girl : Married hoon main
Santa: To Status single Kuyn rakha hai Manhoos Maari :@
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU:Yaar, mai kuch bhi karta hu to meri biwi beech me
aa jati Hai
MOLU:Yaar,tu car chala kar dekh
by Pak101.com (few years ago!)
2 Sardars looking at Egyptian mummy.Sardar1:Look so many bandages, pakka truck accident case. Sardar2: Aaho, truck nambar bhi likha hai. BC-1760!!
by nadeem (few years ago!)
Boy:jis din se tum se mila hun main ne sharab aur cigrate nai pi
Girl:mere pyar ne tumhen sudhar dia na
Boy:teri waja tu meri jaib khali rahndi aae.
by Sabir shah (few years ago!)
Major Rohail ka bacha: Teri MAA itni moti hai k sab us ko TRUCK kehte hai.
Pathan ka bacha: Teri MAA moti nahi hai is liye sab log use cycle cycle kehte hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: I wish I was a newspaper
so I would be in Ur hands all day.
Husband: I too wish that u were
a newspapers so I could have
a new one everyday.
by Pak101.com (few years ago!)
Tum kuttay ho kuttay hi rahoge,
Tumhari aane wali sari naslain,
Kuttay ki maut marengi,
Tum khud bhi kuttay ki maut maroge!
-
-
-
-
-
-
-
Billine yeh kuttay se kaha aur chali gayi!
by Abdul Sami (few years ago!)
Ay Logo!
Yad Rakho Wo
Ghar
Zamin Pe
Sitaron Ke
Tarah Chamky
Ga Jis Ghar Mai
U.P.S Ho
(',')/ Oh Teri
<)( Kher Gehri
Bat Kar Diya
Yar..!
by Mazhar Khan (few years ago!)