major rohail ka bacha
Major Rohail ka bacha: Teri MAA itni moti hai k sab us ko TRUCK kehte hai.
Pathan ka bacha: Teri MAA moti nahi hai is liye sab log use cycle cycle kehte hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 923 views
Similar Jokes
wife:subah mere chehre pe pani kyo dala,
pati: tere baap ne kaha tha k meri beti PHOOL ki tarha hai ise murzane mat dena..
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: agar operation mein mujhe kuch hua to tum us doctor se hi shaadi kar lena.
Wife: aise kyu bol rahe ho?
Husband: usse badla lene ka doosra tareeka nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Life ko kaun zyada achga bana sakte hai GirlFriend or wife? ? ? ? ? ?
Dono hi! Bas kisi dusre ki hone chiaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Ik Doctor (surgeon) pehli bar operation kar raha tha.
Operation complete hote hi voh apne ghutno ke bal baith gaya aur sar upar uthake bola: HEY KAALI MAA MERI PEHLI BHET SWIKAR KARO
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor makaan mein ghussa. Tijori par likha hua tha "daaien button dabao." Jub uss ney woh button dabaya to siren baja aur woh pakra gaya. Adalat mein judge nei us sey poocha, tum apni safaai mein kuch kahna chahtey ho? Chor ney kaha, mein iss sey ziyada nahin kahna chahta key yeh dunya barri dhokey baaz hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 jamadar gatter se jhuk k kachar nikal raha tha
pass se aik pagal guzara
pagal ne kaha mere lye bi 2 rotian laga dena
by Sabir shah (few years ago!)
Techar:Galti hone pe maafi magne wale ko kya kehte hai
GOLU:samajdar
Techar: aur galti na hone pe bhi mafi magne waale ko?
GOLU: boyfriend
by Pak101.com (few years ago!)
Suhag raat me santa cnfuse ho gya ki nayi biwi se kya bolu..?
Akhir me bola- aapke ghrwalon ko malum hai, ki aap yahan mere saath ho?
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka: “Tumhara Naam Kya Hai? Tum Kya Karti Ho?”
Ladki: “Kyu Bataun? Main
Tumhe Janti Bhi Nahi Hoon”
Ladka: “Na Batao Main Konsa
Tumhe Apni New Mercedes Car Mein Bitha Ke 5 Star Resturant Le Jane Wala Tha”
Ladki: “Jasmin, B.Com Final
Year, Punjab College, College Timing 8 Am To 1 Pm, Friday Timing 8 To 12 Pm, Sunday Off, Aati Papa Ke Sath Hoon Wapsi Pe Akeli Hoti Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi: Janu! Aj hamari shadi ki salgira hai, kia karein?
Shohar: Is Saan-e-Ha per do mint ki khamoshi akhtyaar karte hain.
by Pak101.com (few years ago!)