Sussar de do
Sardar Pathan Se: Yaar meri saas k birthday hay koi sasti aur achi antique cheez batao jo ussay don.
Pathan: O khucha, aisa karo humara Sussar de do.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1049 views
Similar Jokes
court me faisla hua 90% pathan bewakoof hote hn
is pr pathano ne kafi shor machaya
phir faisla hua 10% pathan bewakoof nh hote tb ja
kr mamla thanda hua
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 sardar k ghar me billi rhti thi sardar billi se tang akr usy kahi chor aya. gar aya to bili ussy pehly ponch chuki thi.sardar bili ko dobara kahen dor chor k aya bili pher us sy phly gar ponch gai.sardar ko boht gussa aya ab wo bili ko boht hi zyada door chorny gya. wahn sy usny wife ko phon kya.
sardar:bili gar pnch gai ya nhi?
wife:han pnch gai hy
sardar:Us kamini se bol k mujy aker ly jaye mein rasta bhol gya hon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: kal mera sher se saamna ho gaya Banta:
Phir kay hua
Santa: maine TV band kar di
Banta: Kyon vo to TV Main tha na
Santa: Ye to main samajhata hun, us jaanvar ko kya
pata TV h isase bahar nahi nikalte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan k paas 1 mehman aaya.
Pathan bola: ”o yara is pankhe k niche betho tumhe
sawaab milega.
Mehman:wo kese?
Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aisi Konsi jagaha Hai?
Jahan Ameer se Ameer insaan B
Katori le k khada rehta Hai?
Pani Puri wale k paas.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Delivery k baad bachche ki mutthi band thi,
Muthi khol k dekha gaya to usme iPill ka tablet tha or hath me likha tha,
Jako rakhe saiya mar sake na koy
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gae ho
Husband: Tum bhi to kitni moti ho gai ho
Wife: Mai to maa banne wali hu
Husband: Mai b to baap banne wala hu
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:
Agar Do Peepal K Darakhton Ko
Aik RaBi Se Baandh Diya Jaye
To Us RaBi Ko Kya Kahen Ge?
Sardar:
Us Rabi Ko Bolenge
“Nokia”(Connecting Peepal):-)
by Pak101.com (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai?
by Pak101.com (few years ago!)