Pathan Aur Traffic Police
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan: Dhiyaan Se Dekh Neechey
Andhay Four Wheel Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 848 views
Similar Jokes
Sardars Hari Singh and Gani Singh are in a railway station.
Hari Singh asks the clerk: "Can I take this train to Ludhiana?"
"No," answers the Railway man.
"Can I?" asks Gani Singh.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mareez:-doctor ,mujhe ek serious bimari hai,main jo kuch bhi bolta hoon bhool jata hoon.
Doctor:-aapko ye bimaari kab se hai? Mareez:-kaun si bimaari?
by Pak101.com (few years ago!)
Naukraani:-malkin aap mujh per bekaar hi shak kar
rahi hai,main aapko kaise samjhaau mujhe to shabd
nahin mil rahe hai.
Malkin:- tujhe shabd nahin mil rahe hain,aur mujhe
1 thaali,5 katori aur 2 drzan chammach nahin mil
rahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zardari: Gillani sahab,
kahan ja rahay ho?
Gelani: India
Zardari: India kis liye?
Gillani: Sir
Afridi nadan hay kahein wo WORLD CUP sasta na baich de.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti hain
by Pak101.com (few years ago!)
3 charsi motorcycle per ja rahe the
Darmyan wle ko AWAZ sunai di
““““ thaaaaaa ““““`
Usne apne aagy wale se pocha
“Goli tenu vajji a?”
usne kaha ‘nai’.
usne apne peechy wale se pocha
“te fer Goli tenu vajji a?”
wo b bola ‘nai’
Wo Khud neechy gir gya:
“Le fer Menu e vajji oou”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
3 chezian hyn, jin ke wja se insan "JANAT" mey dakhil nai ho sakta. 1: "SHIRK" KRNy wala 2: "SALAM" mey pehal na KRNy wala 3: "CYCLE" pe mohr lagane wala
by Abdul Sami (few years ago!)
Pappu Ghar Der Se Pahucha Aur Ghar Mein Darte Darte Enter Hua
Father: Kahan Tha Ab Tak, Itna Late Kaise Hua,
Pappu: Papa, Friend Ke Ghar Tha,
Yeh Sun Kar Unhone Sabhi Khaas Doston Ko Phone Laga Diya,
Friend 1: Ji Uncle Yahi Pe Tha, Just Ghar Ke Liye Nikla Hai,
Friend 2: Yahi Hai Uncle Toilet Gaya Hai, Baat Karau Kya ?
Friend 3: Uncle Ji Woh Padh Raha Hai….
Best Friend: Friend 4: Haan Papa Boliye, Kuch Kaam Tha !!
by Pak101.com (few years ago!)
Humain to zardari ne
Loota Musharraf me
kahan Dum tha!
Roti Kapra,Makan,
Ko to chhoro,Subha
Lotay me paani B
kum tha.
(“.)
_/L Daso yaar ini
loadsahding.
by Mazhar Khan (few years ago!)
I broke up my relation.. :( :( :(
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
with books ...
Bohat hogya yaaaarr... :p :p
Hmary bech main kuch
understanding hi nahi thi.. :D
by khalid hussain (few years ago!)