Camera Man
“Aj Ky Bachay”
Camera Man Studio Mei Chotay Bachay Se:
Meri Traf Deko Beta Es Camere Se Kabootar Niklega
Bacha:
Focus Adjust Kar Beta Jahalat Ki Batain Na Kar
by Mohammad Ali (few years ago!) / 589 views
Similar Jokes
Shaadi k din patni pati se: "SUNO JI!!! Aaj se AAPKE bina MAI nahi MERE bina aap nahi"10 saal baad
patni:"KUTTE!!! Aaj ya to TU nahi ya MAI nahi"
by Pak101.com (few years ago!)
Bus main aik baba ji ka paoun larki k paoun per agaya
Baba: sorry
Girl: get lost
Phir aik handsom larke ka paun usi larki k paun per a gaya
Boy: sorry
Girl with smile: its ok, no problem
Baba jalte hue: na kaki mari sorry de spelling galt si
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 ameer larki ko exam me garib Family pr mazmun likhne ko kaha gya!
Mazmun:
1 garib khandan tha,Bap garib,maa garib,bachy garib!
Ghar me 4 nokar the wo b garib
Car b tuti phuti B.M.W thi!
Bachon k pas purane iPhone thy!
Ghar me 4 2nd hand AC the!
Sara Khandan bari mushkil se aish kar raha tha...
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Look a thief has entered our kitchen
and he is eating the cake I made.
Banta: Whom should I call now,
Police or Ambulance?
by Pak101.com (few years ago!)
PRINCIPAL :Agar koi ladka girls hostel mein gaya
toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine
and 3rd time 500.
MUNNA BHAI :Boley to Monthly paas ka kya lega
Mamu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar : Aba G !!
Mein Apni BV Nu Sms Kita K Raati Awaaga……
Men Kaaar Gayaaa Te O Kisy Hor Naal Suti Di C ….
Hun Men Onu Talaq Deni We….
Aba G : Chal Chadd Puttar , Kee Pata Onu SMS Naaaa Milyaa Howe
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Ne Bhagwan Se Poocha:
Kya Main Agle Janam Main
Gadha Ban Sakta Hon?
Bhagwan Ne Jawab Diya:
Ek Hi Facility Baar Baar Nahi Mil Sakti.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Har pal,
har waqt
har lamha
har aahat
har ahsaas
aur
dil ki har dharkan keh rahi hai
tooba kitni sardi hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Question: Pathan aur Gadhay main konsi 2 cheezen same hain?
Answer: Dono Bachpan main Khob Soorat hotay hain, aur Baray ho kar Transport ka kaam karte hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai…
Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu
Nahi????
Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi
by Tanveer Hussain (few years ago!)