Na Re Sasuri , I Am Bihari!!
Air Hostes 2 Lalu:
Sir, Are You Vegetarian Or Non-Vegetarian?
Lalu: I Am Indian!
Air Hostes:No Sir! Are You Shakahari Or Masahari?
Lalu:Na Re Sasuri I Am Bihari!!
by Pak101.com (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Santa boasting to his friend. You know I am a good collector of antiques.
Banta: Yes I know, I have seen your wife.
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail ka inteqal ho gya.
Uska dost uske B.V k pas aya aur bola:
Kya mei us ke jga le skta hun?
.
B.V:Mujhe tu koe etraaz nhe
.
.
.
Qabristan walo se pooch lo !!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boss : Likhna PArhna aata hai?
Sardar : Likhna aata hai parhna nai.
Boss : apna naam likho
Sardar : %$*3@t(*^&%
Boss : Ye Kya Likha Hai?
Sardar : KAha Tha Likhna Ata hai
PArhna nai…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Desi Old Man: Beta mere daant le ke aa.
Beta: Par pitashiri, abhi to bhojan tayar bhi nahi hua hai
Desi Old Man: Bhojan nahi khana, meine to sahmne wali buddhi ko smile deni hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Divyansh ek din samose ke sirf aloo kha rha tha aur bahar ka fek raha tha.kisi ne usse puccha ki voh sirf samose ke aloo kyo kha raha hai
Diyansh bola doctor ne mujhe bahar ki cije khane se mana kiya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ki English
Pathan English sekny obama k pas gia 3month bad waps aya to pthn ko obama ka phone aya
Pathan: hi obama hw r u?
Obama: yaara tum english ch0ro nswaar bhej0!…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar Vs Pathan: Itne Saray Log Footbal Ko Latin Q Mar Rahe Hain ?
Pathan: Goal Karne K Liye Sardar G !
Sardar: Gol He Tu Hai Aur Kitna Goal Karinge
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: mai tere mobile se apni girl friend ko sms
bheju,
dekhte hain kya kahti hai?
Banta: No yar, agar usne handwriting pehchan li
to…?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan was weeping,
Admi:Q rotay
ho
Pathan:meri murghi mar gya hay
Admi:mra baap mr gya
mgr me to nai roya
Pathan:O tera peyo keraa anday dendi si
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)