Ajj Mare Wife Nay Muj Ko Bohat Maraa
Ajj Mare Wife Nay Muj Ko Bohat Maraa ……!
Iss Nay Muj Say Poucha Ka Shaadi Ka Baad
Aghar Main Maar Gahee Too Tum Kia Karoo Gai
Main Nay Kaha Janoo Main Pagal Hoo Jahoo Ga
Too Iss Nay Kaha Sach Matlab Tum Dosri Shaadi Nahi Karoo Gai
Main Nay Kaha Ka Main Too Pagal Hoo Jahoo Ga
Aur Pagal Kuch Bhi Kar Sakta Hai
Bass Iss Baat Per Iss Nay Bohaat Mara Muj Ko
by Pak101.com (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Santa: Kaam wali shanti ko bulao.!
Wife: Kyun?
Santa: Doctor ne kaha hai, raat mein dawa khane ke baad shanti ke saath so jaana.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: 2 mein sai 2 minus karo kya bachai gaa
pathan ka beta : mujhe ye sawal samaj nhi aaya
teacher: agar tumhare pass 2 rotia hai aur tum 2 kha gai to kya bache gaa
pathan ka beta: salan
by Pak101.com (few years ago!)
Santa bag lekar bus me ghusa..
Aur zor se chillaya-
.
.
"KHABARDAR!!
KOI APNI JAGAH SE NAHI HILEGA!!
.
.
Santa Singh
KULFIWALA KHUD SABKE PAAS AAYEGA!!!!" ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
80 saal ka Buddha rape case me jail gaya.
Dost:- Tune is umar me ye kiya kaise?
Buddhha:- Koi rape nahi kiya.
Ye to Ilzam itna mardana tha ki
mana kar nahi paya ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bob: Boss, mission par kaise jaaoon, mujhe headek ho raha hai.
Ajeet: Abe head ek ho ya do, kaam to karna hi padegak.!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Taxi Driver Buhat Taiz Drive Kr Raha Tha, Peechay Bethay Huay Sahib Bolay:"O" Bhai Ahista Taxi Chalao Main 12 Bachoon Ka Baap Hoon.
Driver:Apni Speed Dekhi Hai?Jo Meri Speed per Aitraaz Kr Rahay Ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Raat,
ek Chor,
ek Sardar k Ghar me Ghus gaya aur bola: SONA kaha hai?
Sardar: Ullu k patthe,
pura Ghar khaali hai kahi bhi jaake SOJA
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar gussey se: ‘Waiter! Chiken biryani me chiken hi nahi hain?’
Waiter: Sahab, gulab jamun mein kaun sa gulab hota hain…?
Sardar: Haan yar sorry…!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Lady doctor ek Pathan se
Tm roz clinic k bahir khare ho kr aurton ko Q ghurte ho?
Pathan:
Baji ap ney hi bahir likha hoa hay Aurton ko dekhny ka time 9 se 1 taK….?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladke walo ko ladki pasand aa gayi aur unhone ladki walon se kha ki shadi kab karni hai?
Ladki walo ne kha ki abhi hamari ladki padh rahi hai, pdhai ke baad shadi hogi
Ladke walo se gusse mein kaha ki hamara ladka kya bandar hai jo kitabe phaad dega
by Pak101.com (few years ago!)