So Ja Diploma So Ja
Ek Burhiya Bacchay Se:
So Ja Diploma So Ja
Parosan:
Aap Ne Isay Diploma Kyun Kaha?
Burhiya:
Meri Beti College Se Diploma Lenay Gayi Thi, Ye Le Kar Agai
by Mohammad Ali (few years ago!) / 855 views
Similar Jokes
Ek 10 saal ka kid bohot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: "Kids ka paalan poshan kaise kare".
Mother: Tum yeh book kyon pad rahe ho.
Funny Kid: Mein yeh dekhna chahta hun ke mera paalan poshan theek tara se ho raha hai ya nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chor
Ek Gangster
Aur
Ek Murderer
Ek Hi Gadi Me Jaa Rahe The..
Tab
Wo Gadi Kaun Chala Raha Tha
?
?
Socho
?
?
Ek POLICE OFFICER..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor Pathan Se:
Khan Sahab Tumhara 1 Gurda
Fail Ho Gaya Hy,,.,,
Pathan Bola:
Kitny Numberon Se?;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan baalti mai pani le ke ja raha tha, ke barish shuro ho gayi
Owr barish ka pani baalti mai chala gia
.
Pathan: Oho ! Sara pani geela hogia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
New Version of Old Dialogue:
Mere Paas Facebook Hai
Twitter Hai
Orkut Hai
Tumhare Paas Kya Hai?
Smart Boy Answer:
Mere Paas "KAAM DHANDA" hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa
diyaa :-(
Banta: kaise?
: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur
India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe
ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SON:
Abba idher AA.
MOTHER:
Aise nai boltey beta,
Abba ko izat ke sath bulate hain.
SON:
Abba Izzat k sath idher aa ja
by Abdul Hannan (few years ago!)
2 Cheeje kismat walo ko milti hai
1- Without Boyfrnd wali acchi
Patni...!
... .
.
.
Aur
.
.
.
2- samose ke sath xtra chatni:-p
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dada Apny Potay Se: Tumhary Teacher Aa rahay Hain,
Tm Chhup Jaao.
Pota: Pehle Aap Chhup Jaen,
Maine Aapki Mout Ka Bahana Bana Kar 2 Hafte Ki Chutti Li Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)