Sardar, s death
Sardar ki maut bijli girnay say hui
par uski laash muskuratay hue mili
baghwan ne pucha aisa kyun?
toh sardar bola “mai nu laga koi photo khinch raiya
ae”
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 690 views
Similar Jokes
Waiter: 10 Rupy Tip To Meri Insult Hy
Sardar: To Phr?
Waiter: 20 Rupy To Dain!
Sardar: Nhi Yara, Ham Tmhara Double Insult Nhi Kar Sakta...
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ko police kyu Pakda??
Guess Why?
?
?
Q K santa ne
Bina Scooter K Helmet Pehna huye tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe
hotey tou khabrain aisi hotin:
Aaj Reema overload ho kr gai!!
Saima k neechay aa k aik banda halaak!!
Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!!
Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!!
Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!!
Nirma chalte chalte band ho gai!!
Khushbu ki body change karne ka faisla!!
Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7
afraad ko saza!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardarji went to party and introduced his family to his friends. I am Sardar and this is sardarney, this is my kid and this is my kidney
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pappu Jab Chhota Tha, Tabhi Se Vo Kuch Jyada Hi Smart Aur Chalaak Tha
Jab Vo Nursery Class Mein Thha To Vo Ek Ladki Ko Kiss Kar Rahe Tha, Achanak Se Madam Aa Gayi,
Madam Gusse Se Boli: “Kya Kar Rahe Ho?”
Pappu: “Mam, Isne Meri Vaseline Laga Li Thi Wahi Main Wapis Le Raha Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Hamare Desh Ki Aausat Mrityu Dar Kya H?
Banta: 100%.
Santa: Kaise?
Banta: Jo Paida Hota H, Wo Mar Hi Jata H.
by Pak101.com (few years ago!)
Budha Budhi Ki Kahani
1 budha aya
7 me 1 budhiya ko laya
Hotel me ja k waiter ko bulaya
Dono ne apna-apna order mangaya
Pehle budhe ne khaya
budhiya ne pankha hilaya
Fir budhiya ne khaya
budhe ne pankha hilaya
Ye dekh k Waiter sharmaya or usne farmaya
Ai Laila Majnu k Maa Baap
Tum dono me itna pyar hai to khana 1 sath Q nhi khaya?
Is par
budhe ne farmaya
Beta tera sawal to nek hai
Par hmare pas Daanto ka set sirf ek hai:-D
by Pak101.com (few years ago!)
Docter:ap k shohar ko sakoon ki zaroorat hai ye lo neenad wali golian.
Bv:ye kis waqt dun.
Docter:ye ap ne leni hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Train ulatnay ka Case Adalat mein tha.
Train ka Driver jo ke Pathan tha,
Us se Poocha ke tumne Train Patri se kiu Utarai??
Pathan: O yaara aik banda samnay aa gaya tha to brake marne ka time nahi tha.
Hamara Assistant ne bola ke is ke oper char ha do.
Wakeel: Phir?
Pathan: Bas woh banda Patri se utar gaya..!
by Abdul Hannan (few years ago!)
2 Pathan Pehli Baar Umrah Karny Gaye:
Dono Khana Kaaba Ka Tawaaf Kar Rahy Thy.
Asar ki Azaan Hui, Aur Dono Baahar Chalay Gaye.
?
?
?
?
?
Masjid Dhoondhny
AHAHA HAHAHA
MERE ALLAH
by Abdul Hannan (few years ago!)