Neela dant

One: Oye tera ek daant neela kyun ho gaya?
Two: Yaar maine ink lagayi hai.
One: Woh kyun.?
Two: Kyun ke aaj kal “bluetooth” ka zamana hai
yaar…

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 802 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Saas: Bhagwan ne tumhe 2 aankhe

Saas: Bhagwan ne tumhe 2 aankhe di. Chawal me se 2-4 pathar nahi nikal sakti.

Bahu: Bhagwan ne tumhe 32 daant diye 2-4 pathar nahi chaba sakti kya.

by Pak101.com (few years ago!)
Ullu aur shohar

Ullu aur shohar main kya Farq hota hai?
Shohar ko asani se Ullu banaya ja sakta hai…
jabki, Ullu itna ullu bhi nahi hota ke Shohar ban
jaye!!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
kamaney wala

Father: Mere 4 Bachay Hai 3 Ne MBA Kia Hua Hai Aur 1 Chor Hai.
Frnd:Jo Chor hai Usay Ghar Se
Nikaalte Q Nhi Ho?
Father: Ek Wohi To kamata hai..

by tahir bashir (few years ago!)
Oye aaj kal jahan rush ho

Aik kutta doosray se: Oye aaj kal jahan rush ho wahan se nikal jaya kr.

Doosra: Kyon?

Pehla: Salay, agr dhamaka hogya tu insanon ki moat maray ga.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu ko girl ne joota mara..

Pappu ko girl ne joota mara..
.
.
Pappu:" Tum ne yeh joota gussey say mara ya mazaq say..
.
.
.
Girl:" Gussey se..
.
.
.
Pappu:" tab acha hai.....warna saalimain aisa mazaak
bardasht nahi karta.. :p :O :D
pappu great hai...Hahaha.

by Pak101.com (few years ago!)
Can We Go To Mcdonald

Kid:Dad, Can We Go To McDonald?"
Dad:Only If You Can Spell Mcdonalds Kid:Thought For A Mint, Turned Around N Said Can We Go To KFC Instead?"

by Azhar Ali (few years ago!)
Doctor my son has

Doctor, Doctor my son has swallowed my pen, what should I do? Use a pencil ‘till I get there 

by Mohammad Ali (few years ago!)
Memon K Ghar Se Choontiyan Ja Rahen Thin…

Memon K Ghar Se Choontiyan Ja Rahen Thin…

Memon: Kahan Ja Rahi Ho ? Choonti:

Bhai Bhooka Marnay Se To Behtar Hai Hijrat Kar Jaeyn…

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Amma kya Tum Ne Hum ko Paida

Pathan;
Amma kya Tum Ne Hum ko Paida Hone Se Pehle Dekha Tha?
Amma: Nahi To

Pathan:
To Phir Paida Hone k Baad Hum ko Pehchana kaise k Me Gul Khan hun.

by Pak101.com (few years ago!)
Fisrt Sardar: Oye tera ek daant neela kyun ho gaya?

Fisrt Sardar: Oye tera ek daant neela kyun ho gaya?
Second Sardar: Yaar maine ink lagayi hai.

Fisrt Sardar: Woh kyun.?

Second Sardar: Kyun ke aaj kal “bluetooth” ka zamana hai yaar…

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Funny

shadi mubarak

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Son: Papa aaj meri Miss

FB page Admin hone ki sabse ..

Telephone call

Creation

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook