I eat fruit

Every time I eat fruit..
Patient: 'Doctor, every time I eat fruit I get this
strange urge to give people all my money.'
Doctor: 'Would you like an apple or a banana?'

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 769 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Ghar main jin hai

Beta: Papa Humaray Ghar main Jin hain ?

Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay

Beta: Papa Nokrani kehti hy k humaray Ghar main jin hain

Baap: Saman pack karo

Beta: Q papa ?

Baap: Abay.. Humary Ghar main koie Nokrani hi Nhi Hy

by Numan Malik (few years ago!)
10-10 bacche

Young girl: Dadiji,Aap k zamaane me 10-10 bacche
Q hote the ?
Old Lady: Beti Humaare time me bijali nhi thi.
Raat ko kon aya kon gaya malum nhi padta tha.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agar Koi Ladki Ghar me

Agar Koi Ladki Ghar me Bhi Make up laga kar Ghume to Samjho...
.
.
.
.
.
.
Ki
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Uska Mobile Phone 3G Hai

by Pak101.com (few years ago!)
I have a problem

Santa-Doctor,I have a problm.
Dr-Whats ur problem?

Santa-I keep forgtng things.
Dr-Since when you are having this Problem?

Santa-Which problm..!!

by Pak101.com (few years ago!)
Aik larka apnay dost ko bata raha tha

Aik larka apnay dost ko bata raha tha.
Meray Abbu mein bari khubyan hain. Bahadur itnay hain jaisay sher, tandurust itnay hain jitna hathi aur aakhein to baz ki tarah teiz hain.

Doosra dost foran bola: agar hum in ko deikhna chahein to ketnay ka ticket lena hoga. 

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher : 1 aisa Sentence

Teacher : 1 aisa Sentence Batao Jis Mei Urdu Punjabi English Sab Aati Ho !!!!
.
.
.
.
... .
.
.

Boy : Ishq Di Gali Ich No Entry xD !!

by Pak101.com (few years ago!)
Meri Bhi Le Ja Yaar

Pathan: Murree Ja Raha Hun,
Rasty Me Bivi Ko Khaai Me Gira Dunga.

Sardar: Phir To Tu Meri Bhi Le Ja Yaar..
Usay Bhi Gira Dena.

Pathan: Yara Agar Tum Bura Na Many To
Usay Wapsi Me Gira Dun..?? :-) :-D

by Pak101.com (few years ago!)
Police Man

Police Man:
Stop, Stop, Tumhari Headlights Kaam Nahi Kar Rahi, Woh Bandh Hai.

Santa: Jaldi Se Hat Jao!
Brakes Bhi Kaam Nahi Kar Rahe Hain.

by Pak101.com (few years ago!)
God Help Husbands

Ek husband god se bola, “India se Russia tak pakki sadak banwa dijiye.”

God bole, “mushkil hai kuch aur maang lo.”

Husband bola, “To phir aap meri wife ko samajhdaar aur aagyakari bana dijiye.”

God bole, “sadak single banana hai ya double.”

by Pak101.com (few years ago!)
Ramu: Kaise ho bhai.

Ramu: Kaise ho bhai.
Shyamu: Aacha hu.
Ramu: Tum Gadhe ho kya.
Shyamu: are tumhe aaj tak itni badi galatfahmi hai.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

jo chabaye chewing gum

Hathi Aur Kele Ki Game

Pakistani: Mera beta

Sor kase phata

NASA ne 4 Marathi babus

Khan SAB platform par khare ..

10 saal ka ladka

Ramu-Inn aalu k parantho mein

Pandit ji ke pas ek bolne wa..

Sirf Gents Suits Hi Thay !

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook