Income Aur Din Kum
An Old Rich Man Marries A Yound Girl
Interviewer Asks The Girl:
Aap Ne In Mai Shaadi K Liye Kia Dekha?
Girl:1 Tou In K ” Income”
Aur Dosri In K “Din Kum”
by Pak101.com (few years ago!) / 941 views
Similar Jokes
Santa ek baar blood ke bare main kitaab pad raha tha.
Banta:- ye blood ki kitaab kyon pad raha hai?
Santa :-kal mera blood test hai,to test ki taiyaari kar raha hoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta:-santa tere ghar se mujhe hamesha hansne ki aawaz aati rahti hai.
Santa:-are yaar, meri biwi jab mujhe joote se marti hai, agar mujhe lag jaata hai to who hansti hai aur agar nahin lagta to main hansta hoon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Punjabi shaadi ki party me DJ ne puchha: Kab tak
bajaana hai?
Host: 8-10 peg tak baja lo, uske baad to ye sab
generator ki aawaz par bhi naach lenge!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Larka Doosray Say: Tunay Meri Girlfriend Ko Propose Kio Kia ?
Doosray Larkay Nay Mast Jawab Dya,
Jab Tak Larki Kunwari Ha, Na Teri Ha Na Meri Ha.
Bas Samjh Lo K Sarkari Ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Khushi is bat ki hai k kisi ki bhi nahi hai..:-)
hahaha
( ',')/
<)) bally bally
/ >
by @irha@ (few years ago!)
Police officer 2 his son!
Tumhara result acha nhi aaya,
Aaj se tumhara khelna aur T.V dekhna
band
Son!Ye 50 rupay pakro aur is baat ko yaheen dabado
by Mazhar Khan (few years ago!)
A Gujarati bhai spent the night in his secretary's apartment. He woke up at three in the morning.
"My God!" he shouted, "My wife is going to kill me!" Unsure of how he would explain it, he ran to the nearest pay phone and called his wife.
"Muna ni ba ", he began, "Don't pay the ransom. I escaped!"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Office Chal rahe ho kya?
Banta: tu chal main naha dho kar aaya
Santa: Kamaal hai, tu ab dhone jayega, main to
potty karnay jata hun tabhi dho leta hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher :agr quiad azam ek din k lye zinda ho jaen to kia karen ge.
Student:pakistan k mojoda halat dekh kar pakitan waqas angreez k hawale kar den ge
by Sabir shah (few years ago!)