CHAND aik din pehle nazar aajata hai
Science ki Jadeed Tehqeeq k mutabiq,
NASWAAR se eye sight taiz hoti hai,
Saboot?
?
?
?
?
?
?
PESHAWAR main CHAND aik din pehle nazar aajata hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 766 views
Similar Jokes
Ek Aadmi ki Ammi ke CNIC per Bevah Likh Diya Gaya:
Woh Admi Gusse Main Apne Baap K Saath Nadra ke Office Gaya.
Aur Pathan Manager ko Bola Isay Sahi Kar K Do.
Pathan Manager ne Pistol Nikali Or uske Baap ko Maar Diya.
Aur Bola Ye Lo Sahi Ho Gaya.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pati:Ab Jhagda Band Bhi Karo
Mai Shanti Ke Sath Rehna Chahta Hu
Patni: Ha, Jaao
Mai Bhi Shyam Ke Sath Rehna Chahti hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Facebook pe continue online rahne ka matlb
.
.
.
.
Girls hospital k samne kursi lakar baithne k barabar hai
by Sabir shah (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kbhi wo din the k hum kbi collage nai jate the
;
larkiun k zouk dedar ne mujhe regular bana dia. . .
by Sabir shah (few years ago!)
3 Pathan film "Sholay" daikhny gaye
.
Hero ne kaha "Basanti en kutton ke samny mat nachna
.
Pathan khary hokar boly: "Ticket lia hai, eska baap bhi nachega"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Customer :
Bhai Kab Se Wait Ker Raha Hoon
Khana Abhi Tak Tayyar Nahi Howa?
Hotel Wala :
Sir Kahana Tu 3 Din Pehlay Se Tayyar Hai Bas Gharam Ho Raha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi ki shurowaat "S" Se hoti hai.
Sooraj
subah
school
sabaq
service
us k baad shaadi
aur pher
satya naaas.
by Sabir shah (few years ago!)
krish: Doctor ne mujhe kaha tha ki woh do hapte mein mujhe pairo par khada kar dega!
Jack: Accha kya who aisa kar paya?
Krish: Ha uska bill chukane ke liye mujhe apni car jo bechni padi.
by khalid hussain (few years ago!)
JO' or 'WO' dono best friend the
1din 'JO'ne 1 darawni film dekhi or 'WO' Mar gya
ab bolo 'WO' Kyu mar gaya.
?
?
?
kyunki JO dar gaya WO mar gaya
by Pak101.com (few years ago!)