Chaadar-E-Ishq Pey Taaza
Chaadar-E-Ishq Pey Taaza Lahu Key Cheentay Hain…
Hudood-E-Ishq Sey Aaagay Nikal Gaya Hai Koi…
Tak Dhina Din
Pogo :P :D
by Mazhar Khan (few years ago!) / 797 views
Similar Jokes
1 Pathan Bank k samnay mongphalli bech raha tha. Ek dost nay pathan say 1000 rupay udhar mangay.
Pathan nay bahana banaya: Yara! hamara Bank k sath agreement hai.
Bank mongphalli nahi bechay ga,
.
.
.
..
.
aur hum kisi ko loan nahi day ga :D hahaha
by Zaid Mughal (few years ago!)
Saas: Khuda ne tumhe do aankhe di hai, Chawal se patthar nahi nikal sakti kya?
Bahu: Khuda ne tumhe battis daant diye hai do char 2-4 patthar nahi chabba sakti kya!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Ek Accedient Karne Ki Wajah Se Court Mein Pesh Kiya Jata Hai.
Judge Logo Ki Tarhaf Dekh Kar Bolta Hai.
Judge: “Order, Order”
Santa: “1 Pizza, 2 Dosa, 3 Idli & 1 Cold-Drink”
Judge: “Shut Up!”
Santa: “No No, ….. 7-Up“
by Pak101.com (few years ago!)
3 kaale dost ek sath ja rahe the
Raste me ek pari milti hai,
Pari: ek-ek wish batao main poori karugi.
1st: Mujhe gora aur khubsurat kardo.
Pari ne kar diya.
2nd: mujhe bhi aisa kar do
Pari ne kar diya.
3rd zor zor se hasne laga or phir bola.
.
.
.
.
Inko wapas pehle jaisa kardo.
Moral: Har ek Friend kamina hota hai…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 hindu road pe ja raha tha ke pathan se takkar ho gai..
Hindu : shamma cahta hun
Pathan : shama to hum bhe chatay hain lekn is ka baap nahe manta
by Pak101.com (few years ago!)
Mata-pita apne bacho se bolte hain k Dil lgakar pdhai karo.
Magar unhe kon smjhaye ki Dil lgane k baad pdhayi kha hoti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ke sir se khoon nikal raha tha..
Doctor: Ye kaise hua ?
Sardar: Mai hathon se Pathar tod raha tha,to kisi ne kaha "Paaji kabhi to Dimaag istemaal kiya karo."
by Pak101.com (few years ago!)
Machar Ne 1 Admi Ko Kata.
Admi: Din Me B Kat Rhy HO.
Macchar: Kya kro Ghar ma Behen Jawan Hy Or Larky Walo Ne 1 Liter Khon Jahez Me Mnga ha..:-D
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:hum bara ho k pailot bane ga.
Maan:hum ko kaise pata chale ga k ye mere baite ka jahaz hai?
Pathan:bahut sochne k baad kaha hum jate howe ghar par bomb paink dia kare ga
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan Ki Cheque Book Kho Jati Hai, Woh Sochta Hai Ki Bank Ja Kar Bank Manager Ko Bataya Jaye,
Pathan Bank Jata Hai Aur Rote Hue Bank Manager Ko Bolta Hai.
Pathan: “Sir, Meri Cheque Book Kho Gayi Hai”
Bank Manager: “Saavdhaan Ho Jaao, Koi Bhi Tumhare Cheques Par Sign Kar Sakta Hai”
Pathan: “Ohhh Sir, Main Pagal Nahi Hoon, Mene Pehle Se Hi Saare Cheques Par Sign Kiye Hue The“
by Pak101.com (few years ago!)