Makhi ka ghar ganje ka sar
Aik makhi ganje k rar par ja baithi dosri makhi :wah! kia ghar mila hai
pahli makhi:abi to plot khareeda hai
by Sabir shah (few years ago!) / 972 views
Similar Jokes
Pathan ne apni Qaza Namaz ada krny ki sochi
Namaz se pehly unchi awaz me niyat ki
2 rakat Namaz Qaza Fajar
4 November 1996
5:20 purana time.
ALLAH O AKBAR
by Zia Rasool (few years ago!)
Santa: Yaar aaj to 1 Rs. me 3 amrood mil gye.
Banta: Wo kaise?
Snta: 1 Rs. ka 1 usne dia, 1 mai utha k bhag gya,
or 1 usne muje fek ke mara...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife:jb me ap pe gusa karti hun to ap apna gusa kaise nikalte ho?
Shohar:toilet saf kar k
wife wo kaise
shohar:ap k toth bushar se saf karta hun.
by Sabir shah (few years ago!)
Bilu MC ki hotal me- are bhai kab se wait kar raha
hu,
Khana abhi tak nahi aaya?
Mc – sar khana to char din se bana rakha hai bas
garam ho raha hai!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Daadi marte hue :Beta me apna farm,:-):-):-)
6tractor,:-):-):-)
50 janwar :-):-):-
&
22,389,630 cash tumhare naam karti hoon.
Beta: dadi ye sub hay kahan?
dadi:FARMVILLE on
facebook.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Bhai Jail Ko Urdu Mei Hawalaat Q Kehty Hen?
Pathan:
Q K Jail Mei Khany Ko Sirf
‘Hawa’
Or
‘Laat’
Hi Milti He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aadmi Ne Pappu Se Puchha.
Aadmi: “Beta Tumhari Umar Kya Hai?”
Bachha: “Ji, Ghar Mein 14, School Mein 12, Train Mein 7 Aur Facebook Pe 19 Saal Ka Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
aik ladka aik ladki se kehta hai
"lafz mere geet tere ghazal koi sunaoon kya?"
LaDki:
"haath mere gaal tere...kaan k neeche bajaoon kya?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Father: Why have you got less marks in History Paper"
.
Son: It is not my fault, they asked questions which had happened before I was born.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Getting married is very much like going to a restaurant with friends. You order what you want then, when you see what the other person has, you wish you had ordered that.
by Abdul Hannan (few years ago!)