Ek pathan ka school main 7th
Ek pathan ka school main 7th class main new admision howa .
Teacher.beta batao Allama iqbal koN hain?
Pathan.hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 857 views
Similar Jokes
Hum Loug Hamaisha KARACHI Ko 1 Acha Shehar Nahi Samajhtay,
Our Iski Burai Main Lagay Rehtay Hain..
Hanlan K KARACHI Dunia Ki Wo Wahid Our Azeem Jagha Ha,
Jaha ABC Rehta Ha… :D
Taaliyaaaaaaan
(‘.’)/
/)( Beth Jayen Beth Jayen.
Doosron Ko Bhi Azeem Insan Dekhnay Dain…
Shukriya ;)
Jalny Walay Pleaze Side Pay Rahain ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
What is the chemical formula 4 water?
SANTA: HIJKLMNO.
Teacher: wht r u talking abt?
SANTA:Yesterday u said H to O.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ullu aur shohar main kya Farq hota hai?
Shohar ko asani se Ullu banaya ja sakta hai…
jabki, Ullu itna ullu bhi nahi hota ke Shohar ban
jaye!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Math vich fail kyun hoya?
Son: Kadi teacher kendi ay 3+5=8
Agle din kendi ay 4+4=8, fir kendi ay 6+2=8
miss nu ap confirm nai tay fail menu kr dita.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Bus Me Pori Seat Par Pheal Kar Betha Tha
Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mange
Pathan:Oye Tere Ko Pta Nahe K Me Kun He?
Aadmi Dar Gaya Aur Khara Raha
Next Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mangi
Pathan Ne Phr Bharm Karwaya
Us Ne Pathan Ko Pakar Lia Aur Kaha Bta To Kun He?
Pathan:Muhammad Gul Khan Zai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
FIRE ko aag kehte hain
COBRA ko naag kahte hain
GARDEN ko baag kahte hain
aur
"EXAMS" k samay jo kaam na kare use dimag
kahte Hai!;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ek pagal dusere se:- yaar tuzhe pata hai bharat or hindustan ke beach jang chid gaye hai
dusra pagal:- tu chinta kyu karta hai be...
hum to india mein rahete hai.......
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Main Fail Hona Chahti Hon
Frnd: Kyun?
Girl: Ammi Ne Kaha Ha K 1st aayi To Science Dilwaengi
... 2nd aayi To Arts
Or
Fail Hoi To Shadi Kara Dungi...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ji and Computer
Sardar: Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man: Magar computer me inka kya kaam?
Sardar: Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Rone de aaj humko tu aansooo bahane de Baaho mein mujhe le le aur khud ko tu bheeg jaane de
Hai iss dil mein itna dard,
ki tera daman bhi bheeg jaayega Monday se intzaar me hoon...
Yeh Saturday kab aayega
by Pak101.com (few years ago!)