Phatan train me su su kr k aya
Phatan train me su su kr k aya
BV: Ap ka pyjama geela kyu hy?
Phatan: Toilet mein likha hy
“Jisam ka koe b hesa bahir na nekale”.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 816 views
Similar Jokes
Pathan to Sardar: Tell me the names of any 5 animals that live in water.
Sardar: Duck
Pathan: Good now tell more.
Sardar: Duck’s mother, father, brother and sister.
Pathan: Well Done
by Pak101.com (few years ago!)
Docter;ab tum thek ho dil khol k hansa karo
Mareez; magr log to munh khol k hanste hain
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Memon Aik Arbi Ko Apna Khoon Deta Hai
Arbi Khush Hokar Memon Ko 1 BMW Car Deta Hai
Phir Arbi Dobara Khoon Mangta Hai Memon Khoon Deta Hai
Aur Arbi Isko Till K Laddoo Deta Hai
Memon Kehta Hai:
Is Bar New BMW Kiun Nahi Di ?
Arbi Kehta Hai: Ab Mere Ander Memon Ka Khoon Dargish Kar Raha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Haseen-o-Jameel Adaakara Ke Ghar Aag Lag
Gaee
Aag Par Qabu Panay Main 10 Minut Lagay
Aur Aag Bujhany Walon Per Qabu Panay Main 40
Minute Lagay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Dr. mujhe raat ko sapne me bandr cricket khelte dikhai dete hain
Dr: yeh dawa aaj se kha lena
Pathan: kal se kha lun
Dr: kyun?
Pathan: aaj final hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan aur Sardar paani peenay gai,
glass ulta para hua tha
Sardar: Khan Sahab iska to moo hi
band hai.
Pathan: Haan yar yeh to neechay se b
toota hua hai…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Wakeel pathan se
Purane record ke mutabiq aik saal pehle tu Do shirt churane ke jurm mein pakre geye they Or aaj bhi do shirt churane ke jurm mein pakre geye ho Kia yeh such hai?
Pathan ne kaha: Haan yeh such hai laikin App batlaiye ke do shirt Aik saal se ziada kaise chal sakti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Dr saheb apne Nurse bahut achi rakhi hai Uska Hath lagte hi maine teek ho gaya
Dr: janta hu thappad Ki awaz Mujhe b Suni di thi
by Pak101.com (few years ago!)
Sunny: Kal movie dekhi, usme na koi scene tha, na koi aawaz.
Bunny: Naam kya tha film ka.
Sunny: NO DISC
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Hmari dosti Tb Khtm hogi jb...
1 ghunga 1 behre ko call kar
k btyega ki 1 andhe ne dekha
ki 1 langda bhag rha tha Ghanze
k peeche Baal katne k liye......
by Mohammad Ali (few years ago!)