2 pathan jahaz pr safar kr rahe thay
2 pathan jahaz pr safar kr rahe thay.
2 ghante ki flight thi, achanak inhain intercom pr pilot ki awaaz sunai di.
Pilot: "Hum ne apna aik engine kho diya hai, magr fikr ki koi baat nahi hai. Kyun k 3 engine abhi baqi hain. Bs flight 2 k bajae 3 ghante taveel ho jae gi."
Aadhe ghante baad pilot ne phr intercom pr kaha k
"hum 1 or engine kho chuke hain, lekin fikr ki koi baat nahi. Abhi 2 baqi hain. Bs flight 1 ghanta mazeed late ho jae gi".
Is pr 1 pathan ne doosre se kaha,
"kya bakwaas ae khocha, agar am aakri 2 engine b kho diye to shayad sara din isi jahaz mai bethay rahen ge."
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1039 views
Similar Jokes
RAAZ-Beta choori krna buri baat he
Choori ka phal hamesha karva
Hota he
BETA-Lekin Maine Jo APPLE Chori Kr Ke Khaya Wo To metha tha
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar sent SMS to his BOSS:
“Me sick, no work”
Boss SMS back:
“When I am sick I kiss my wife try it”
2 hours later sardar sms 2 boss:
“Me ok, ur wife very
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, lao chabi tala main khol deta hoon
Aur phir sharabee ne kaha, Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: JAWANI owr BURHAPAY mai kia farq hota hai?
.
Student: JAWANI mai mobile mai HASEENO ke numbers hotay hai, owr BURHAPAY mai HAKEEMO ke
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu Pinko ko pasand karta hay, aur Pinki Pappu k bhai ko… Jab k Pappu k bhai ko Pinki ki behan achi lagti hai aur Pinki ki behan ko Pappu pasand karti hai.
Halan-k Pappu pehle hi Pinki ko chahta hai…. Ab jab-k Pinko ko Pappu acha nahin lagta aur Pappu ka bhai Pinki k liye razi nahi hay aur Pappu Pinki ki behan se pyar nahin karta jab k Pinki ki behan ko Pappu ka bhai acha nahin lagta… To ye unka personal problem hay.
Aap kyon apna dimag kharab ker rahe ho!!!
by khalid hussain (few years ago!)
Sardar Ji and Computer
Sardar: Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man: Magar computer me inka kya kaam?
Sardar: Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Mouse To Elephant:
2 Din K Liye Apni Kameez Dena.
Elephant: “Ha….Ha….Ha…..
Pehney Ga Kya ??”
Mouse: Nahe,Beti Ki Shadi Hay,
Tent Lagwana Hay..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 Fastest ways to spread rumors
Tele - phone
Tele- vision
Tele - Women
by Umair Shah (few years ago!)
1 Ladka phool Lekar Ladki k pas gaya.
Ladki ne use KISS kar liya.
Wo GHABRA kar BHAGA to Ladki ne puchha- Kya hua?
Ladka- Guldasta lene ja rha hu.
by Pak101.com (few years ago!)