Dil Jigar Nazar Kya Hai
Boy At Bus Stop 2 Girl:
Dil Jigar Nazar Kya Hai
Main To Teray Liye Jaan Bhe Dedo
Girl: Wo To Deni He Paregi
Q K Mera Bhai “MQM” Ka Unit Incharge Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1024 views
Similar Jokes
Sardar phone pe:ghar nai aa sakta ,car k steering,gear,sab chori ho gaya hai.
5 min bad pher call ki:aa raha hun galti se pechli seat pe baith gaya tha
by Sabir shah (few years ago!)
Grl:Agr Mujse Shadi Krni Hai To Tume Hr Hafte Mumi Ko 10kg Atta aur Papa Ki Car Me 20 litre Petrol Dlwana Hoga.Boy:Acha BEHAN chalta hu Ami-Abu Ko Salam Kehna.
by Pak101.com (few years ago!)
4th Class Ke Ladke Ko Ek 10th Class Ki Ladki Bahut Pasand Thi
Ek Din Usne Usko Purpose Kiya.
Ladka: “I Love You”
Ladki: “Bevkoof Main Tere Se Badi Hun”
Ladka: “Par Main Tumhe Bahut Pyar Karta Hun”
Ladki: “Chal Foot Idhar Se”
Ladka: “Didi Please Maan Jao Na
by Pak101.com (few years ago!)
Sonu AXE-EFFECT DEO Laga K Nikla
Uske Pichhe BUDHIYA Padh Gayi
Sonu Ne Company Se Shikayat Ki
Waha Se Reply Aya- Sir Apne Expired Deo Lagaya
Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa : Yaar!
Ye Auratein Sharab
Se Nafrat Q Karati Hai?
Banta :
Islye Ki Sharab Pine Ke
Baad Chuhe Jaisa Pati Bhi Sher
Ho Jata Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: What Is The Cost Of Hair Cut? Barber: Rs
20
Sardar: Then What Is The Cost Of Shaving?
Barber: Rs 10
Sardar: Oh! Ok Plz Shave My Head!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan: Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya Larka Hi Acha Hota Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ka Accident Ho Gya tha.
Doctor Ne Poocha:
Sardar se ke Accident Kaise Huwa hai tera?
Sardar:
O Yaar Main Morr kattan Laga Se,
Te Aggay Morr Hi Ni Hondaa se
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:" kaisi ho...??
Girl:" fine :))
.
Boy:" missing me..??
Girl:" :p
.
Boy:" yaar meri tabiyat kharab hai
Girl:" :O
.
Boy:" aaj kaisa din guzra...??
Girl:" ;)
.
Boy:" busy ho...??
Girl:" II??? B-)
.
Boy:" Koi paas hai... ??
Girl:" kaha na nahi :@
.
Boy:" To pagal ki bachi saali munh se kuch
phoot bhi, apne baap ki shakle kyu send kar
rahi hai.. ??
Girl:" :'((
by Pak101.com (few years ago!)