pathan ka shair
Pathan ka shair:
Na Botal main,Na jaar main.
Na hotel main na Bar main.
Na bike peh, Na car main...
Na Ishq mein, Na pyar mein.
Jo maza hy "NISWAR" mein.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 820 views
Similar Jokes
Child:papa aunty ka pait kion phola hai?
Father:tujhey sub pata hai!
Child: nahin pata promise!
Father: in k pait main pani bhara hay
CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Memon Is In Love With A Memon Girl.
1 Din Larke Ne Kaha:
Jab Mere Dad Sojayen Gay To Me 1 Sika Phenkunge Tm Ander Ajana.
Raat Ko Larki Ne Sika Phenka
Lekin Larka Sika Phenkne K 1 Ghante Baad Aya,
Larki: Itne Der Q?
Larka: Main Sika Dhond Raha Tha.
Larki: Pagal Wo To Main Ne
Dhaga Band K Phenka Tha.!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bhanebaj kramchari ka dada us ke daftar mein ja ker uske boss se bola: Iss daftar mein sunil naam ka aadmi kaam karta hai, mujhe us se milna hai weh mera pota hai
Boss ne muskura ker kaha: Mujhe afsos hai, aap der se aaye hain, weh aapki arthi ko kandha dene ke liye chutti laker ja chuka hai
by Pak101.com (few years ago!)
What is the Colour of Frequency?
Ans: Purple
How?
Frequency=1/time
means 1/sec
1sec = Ek Pal
1/Pal= Per Pal
Per Pal= PURPLE..!
PHYSICS hila kar rakhdi. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumko Kuttay Pr Mazmon Likh Kr Lane Ka Kaha Tha
Pathan: Hum Kya Kare Abi Hum Ne Kuttay Par Pen Hi Rakha Tha To Wo Hamara Tang Pe Kaat Kar Bhag Gya
by Pak101.com (few years ago!)
doctor ne mareez se kaha ke tum ne jo cheque diya tha who cash hone ki bejaye wapis aa gya hay.mareez ne jawabdiya, “mera sar dard or bokhar bi to wapisaa gya hay na doctor sahib”
by Abdul Basit (few years ago!)
Girl: Papa 1 Larka baar baar mujhe I LOVE YOU Bolta Hai.
Kya Karon?
Papa: Beta Us se shadi kar le.
Zindagi Main agar dobara bol de to Mera Naam Badal Dena. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Duniya k 2 intehai mushkil kam.
1) Apna idea kisi aur k zehen me fit krna.
2) Kisi aur ka paisa apni jaib me muntkil krna.
Jo pehlay me kamyab hota hai, usay Teacher kehtay hen. Jo doosray mai kamyab hota hai, usay Buisness man kehtay hen. Aur jo dono me kamyab ho usay…. BIWI kehtay hen
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya. Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GF-Chand kahan hai? BF-Chand do hai, 1 tum aur
1 upar. After Marriage:Biwi- Chand kaha hai?
Pati-Andhi hai? wo upar kya tera Baap CFL jala k
baitha hai.:-|
by Tanveer Hussain (few years ago!)