Patni:Jb tum Desi pite ho
Patni:Jb tum Desi pite ho,muje Paro kehte ho.
Beer pite ho to Darling.
Par aj Bhootni Q kah rahe ho?
...
Pati:Aj maine SPRITE piya h, Seedhi bat no bakwas.
by Pak101.com (few years ago!) / 780 views
Similar Jokes
1Pthan k ghr Gas ka bill 50,000 aya
Wo sui gas ofice gya Or oficer se bola:
Tm log muje ye btao begherto ?
Kya dozkh ka pipe mere ghr se ja rha h:
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A brilliant marketing statement written
outside a 'Women Shoe Shop'..... 50% discount if you select in 5
minutes...!!!
by khalid hussain (few years ago!)
Ek Sardar ko Pathanoo Ney Bohaat Mara:
.
Kyon K
.
Usne Video Shop Per Ja Kar,
.
Sirf Itna He Kaha
,
,
,
MY NAME IS KHAN
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: X-RAY Me Aap Ki Haddi Tooti Hoi He Mareez: Chalo Shukar He X-RAY Me Hi Tooti He Agar Assal Me Tooti Hoti To Kaafi Kharcha Hota :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Snta ne apni bhabi ko jan se mar diya. Logo ne
pucha k tum ne apni bhabi ko Q mara?
snta bola:
O yar mai jis-se b puchta k tum phone pe kis-se
bat kr rha h to wo khta. Teri bhabhi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AKBAR=Mujse Vada kr Teri Biwi ki pehli Kiss muje Lene Dega
BIRBAL=Vada Hujoor!
Par Meri b ek Shart hai
AKBAR=Bol
BIRBAL=Shadi apki Behn se krunga...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek dost apny friend say:
Yar suna hai tum apni bivi k sath bartan dhoty ho.?
Dost:
To kiya hua, Wo bhi to mere sath rotiyan pakati hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga Tou Peechay Walai Ne Kaha Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!)
God thought that since
he couldn’t b everywhere
he made a mother.
Then devil thought that
he couldn’t be everywhere
he made a mother-in-law.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar:
Bhai Jail Ko Urdu Mei Hawalaat Q Kehty Hen?
Pathan:
Q K Jail Mei Khany Ko Sirf
‘Hawa’
Or
‘Laat’
Hi Milti He
by Pak101.com (few years ago!)