mera ghar ground floor par hai
Pathan: Mera ghar ground floor pr hai, Lift se upper aa jana.
Major Rohail: Ground floor pr hy to lift kyu?
Pathan: Pehle 2 floors pr parking hy, us k upper mera ghar hy.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1099 views
Similar Jokes
PATHAN: Aj meri Juma ki NAMAZ nikl gai
Friend: wo kase?
PATHAN: IMAM sahab bole Apny MObile of ker dain ,
Mera mobile Ghar tha jab ker ke aya to JIMAAT nikal gai :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
5 missed calls from your bestfrnd
means they wanna hang out with
you.. ^_^
.
.
.
.
5 missed calls from your
Girlfriend/ Boyfriend means they
miss u... ?
.
.
.
But...
.
.
.
.
.
.
.
5 missed calls from HOME means...
.
.
.
"Beta aaj to band bajne waali
hai..:p:O :D :P
by Pak101.com (few years ago!)
Thank God Ekta Kapoor Ended Her K Fixation,
Imagine What Her Serial Bade Acche Lagte Hain Would Have Been Called ?
Khade Acche Lagte Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
2 Choohay Darakht Pe Bethay The
Neechay Se Aik Hathi Guzra
Aik Chooha Hathi Pe Ja Gira
Dosra Chooha Bola
Daba De Salay Ko
Me Bhi Aa Raha Hon…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Major Rohail:
Yaar tu itna bara ho gaya hai...
Aur ab tak teri darhi moonch nahi aai?
.
.
Pathan:
O yara hum apni AMMI pr gya hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Buhat Jald Wo Zamana A Raha Hai
Jub Hum 3 Hrs Mae Puri Duniya Ka Safar Kerain Gy,
1 Hr Plane Mae
Aur 2 Hrs Airport
Pohanchny Mae.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dr. Santa and Engineer Banta loved same girl.
Er. Banta started giving an apple 2 d girl everyday.
Dr. Santa: Why?
Er. Banta: An apple a day keeps d doctor away!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa soote waqt
Do glass rakhte hai,
Ek mein paani sur ek
Khaali why?
Socho?
Kyunki pyas lag bhi sakti
Hai aur nahi bhi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan by mistake sea me gir gaya…. Doobte doobte uske hath me fish aayi….use pakar kar bahar pheka aur bola Ja tu toh apni jan
bacha le…
by Pak101.com (few years ago!)
Do sardar raat ko ghoom rahy thy
1st sardar:
bohat garmi hy yar
2nd:
Han yar agar din hota to kahin chhaon mai beth jaty.
by Razzi (few years ago!)