Ek Banda Konay MeiN Chhup K Mobile Pe
Ek Banda Konay MeiN Chhup K Mobile Pe Baat Kar Raha Tha
Dost: Yaara! LaRki Se Baat Kar Rahay Ho?
Banda: Yaara! Khuda Ka Qasam LaRki NahiN, Mangetar Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 598 views
Similar Jokes
Chaiwala: Bholi si surat,Aankho me masti, Door khadi sharmaye, Hai Hai.
Ladki: Kali si surat,Hatho me kitli, Door khada chillaye chai chai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Servant: Bijli Deen
Boss: Ye kaisa naam hai?
Servant: Sir, pehle unka naam Chiraag Deen tha, lakin jab se Science ne taraki ki hai unhon ne apna naam Bijli Deen rakh lya ha
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU-Agar bibi ke baap ko Sasur kahte H to, Girlfriend ke baap ko kya kahenge
MOLU-:Agar shadi ke liye haa kar di to SASUR nahi to "ASUR" smile pleasse
by Pak101.com (few years ago!)
Urdu Pashto Chinse ki bmisal kamybi ke bad Ab Faraz in English; This is this and What is what Faraz, If this is what then what is this Faraz
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Asked A Doctor :
Milk Pene Se Rung Gora Hota Hai
Doctor:
Han Milk Me Calcium Hota Hai
Isliye
Pathan :
Chal Jhoote Phir Bhains Ka
Bacha Kala Q Hota Hai ?
by Pak101.com (few years ago!)
Maa Ne Pappu Ke Jyada T.V. Dekhne Se Ek Din Pareshan Aakar Usko Bola
Maa: “Tu Hamesha Tv Kyun Dekhta Rehta Hai ?”
Pappu Haste Hue Bola: “To Kya Fridge Dekhu?“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: What’s Hypnotism?
Wife: Kisi ko apne Bas Me
kar K us se Man chaha kaam
karwana.
Husband: Arey nahi isey to Shaadi
kehte Hen...;-p
by lescol (few years ago!)
Master- “Rinku, kya kar rahe ho? Padh rahe ho
kya?”
Rinku- “Ji nahi Shrimaan, mai apki baat sun raha
hu”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Shouted In A BANK:
Has Any 1 Lost A Bundle Of Currency Notes
Tied Wid A Red Rubber Band?
Many Hands Were Raised
Santa:
Here Is Dat Rubber Band.
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by Mazhar Khan (few years ago!)