Kaka Fruit Chat
1 Bache Se 1 Admi Ne Poocha
K Tumhare Abbu Kia Kaam Karte Hain?
Bacha:KFC K Malik Hain
Admi: KFC Ka Kia Matlab Hai?
Bacha: Kaka Fruit Chat…
by Pak101.com (few years ago!) / 1068 views
Similar Jokes
Aaju-Tere Papa Tailor Hai Or
Teri Shirt Fati Hai,
Muju-Sharm Ki Baat To Ye He Ki
Tere Papa Dentist He Or Tera Bhai Bina DANT Ke Paida Hua
by Pak101.com (few years ago!)
Fakeer: Allah kay naam pe day do beta
Boy: Mauf karo baba
Fakeer: Kuch to day do beta
Boy: Acha aisa karo ye jo sms parh raha hai issi ko
lay jao
Fakeer: Bheek mangi hai Bheekari nhi manga…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
dad-exam kaisa hua?
son-Q. no 1 chhut gaya. 3 ata nahi tha. 4 karna bhul gaya. 5 nazar nahi aaya.
dad-Q. no 2 ? son-bas wahi galat ho gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Heena Ki Maa Ne Ladke Ki Maa Se Kaha, Gaane Main Badi Daksh Hain Meri Beti, Unche Swar Main Gaati hai.Ladke Ki Ma Se Kaha Tab To Sahi Jodi hain mera Beta Bhi Bahut uncha Sunta hain.”
by Pak101.com (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Zoo Me Ek bandar ne dusre bandar ka hath dekh kar Bataya-Mujhe tumhara future andkar me nazar aa raha hai
Tum Ek din Insan ban jaoge
by Pak101.com (few years ago!)
AMERICAN: can u swim?
PATHAN: no.
AMERICAN:dog is better than you because it swims.
PATHAN:can you swim?
AMERICAN:yes.
PATHAN:what is the difference btween u and dog?
moral:PATHAN B AQAL KI BAAT KAR SAKTY HEIN..
by sarmad abbas (few years ago!)
Ek phatan ne spni qaza namaz ada kerne ka socha
Namaz se pehle onchi awaz main niat ki
2 rakat namaz fajar qaza, 2 November 1985, Allah o Akbar
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jo marzi ho jae pakistanion ka aik hi naara hai.
;-
pakistan zindabad
by Sabir shah (few years ago!)
Wife:sunoG Kaam krte waqt mere ko baho me mat lia karo
Tabi Kamwali boli:
Madam achhi Tarah se samjha do,mai to bol-bol ke thak gai..
by Pak101.com (few years ago!)