Pathan
Pathan apni unparh BV say:
Pathan apni unparh BV say:
Chal honeymoon per chaltay hain.
Wife: Nahi mujhe kapray dhonay hain tum meray bhai ko lay jao.
Pathan:O Yessss !!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1002 views
Similar Jokes
Girl:aj kal ki larian bahut taiz ho gai hain
Larka:g han shakal 10 rupee wali nai hoti aur 100 ka card mangti hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Pathan Pakistan Ka Flag Lene Aik Shop Par Gaya Usne Dukandar Se Kaha Ke Pakistan Ka Flag Dikhao…
Dukandar Ne Flag Dikhaya
To Pathan Ne Aik Aisi Baat Ki
Jisse Dukandar Ko Gussa Aagaya…
Guess Pathan Ne Kya Kaha Hoga??
?
?
Pathan Said:
Yaara Isme Aur Colour Dikhao
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: “promise karo kabhi cigarette nahi piyoge…
All Students:”Nahi piyenge sir kabhi nahi pienge,
.
.
Teacher: “Promise karo kabhi sharab nahi piyoge…
All Students: “kabhi nahi pienge sir,.
Teacher: “promise karo kabhi kisi ladki ki
taraf dekhoge bhi nahi..
All Students: “Nahi dekhenge,..
Teacher: “Promise karo desh ke liye apni jaan de doge…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
All Students:”Jaan bhi de denge sir aisi jaan rakh
k karenge bhi kya…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa asks Dr-kya DUDH pine se rang gora hota he?
Dr-yes,isme calcium hota hai.. .
Santa-chal jhute..
Phir bhains ka baccha kala kyu hota hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife Ne Pati Se Gale Lagkar Poocha, Main Kaisi Lag Rahi Hoon.
Husband Ne Jawab Diye, Tumne Bhagwan Shankar Ke Gale Main Saanp Dekha Hain Na, Waisi Lag Rahi Ho
by Pak101.com (few years ago!)
Memon: Pent Ki Silai Kitni Hy?
Tailor: Rs. 150.
Memon: Nekar Ki?
Tailar: Rs. 50.
Memon: Ok.
Nikar Hi See De
Par Lmbai Pairon Tk Rkhna……
by Pak101.com (few years ago!)
Patient : I always see spots before my eyes.
Doctor : Didn't the new glasses help?
Patient : Sure, Now i see the spots much clearer.!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aik larka apnay dost ko bata raha tha. Meray Abbu mein bari khubyan hain. Bahadur itnay hain jaisay sher, tandurust itnay hain jitna hathi aur aakhein to baz ki tarah teiz hain.
Doosra dost foran bola: agar hum in ko deikhna chahein to ketnay ka ticket lena hoga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Worst reply for an I Love You Boy - " Hey sweet heart , I LOVE YOU ...!! " . . . . . . . . . . . Girl - " Hmmmm aur Wasssup?? "
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Wakeel K Betay Ko uski maan Ne Thapharr
Mara.
Beta Baap K Pas Gya Aur Kaha Ammi Ne Mujhe
bilaWaja Maara hai.
Baap Ne Usay ek aur Thapharr maara aur Kaha:
Wakeel K Bete HoKar Tumhen Itna B nahi Pata K
SupremeCourt K khilaaf Appeal HighCourt mai nahe
Hoti.
by Tanveer Hussain (few years ago!)