Sardar
Ek dafa sardar ne bank se lon lekar car khrid lya but bank ka lon wapas na kar saka.
magar Bank walo ne car wapas lalya.
Sardar:agar pata huta to shadi be bank ke lon se karta.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 919 views
Similar Jokes
If Hollywood Movies Were Made In Punjabi.
Names Would’ve Been
Jurassic Park: “Dinosaur Da Raula”
Spiderman: “Jaale Sardara De”
Superman: “Hawayi Jatt”
Terminator: “Lohe Da Jatt, Kadd De Watt”
Charlie’s Angels: “Jattiyan Kamaal Kardiyaan”
Rocky: “Mukka Jatt Da”
Baby’s Day Out: “Sardara Da Kaka, Paave Syaapa“
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: “Shadi ke shuru me jab main khana paka ke lati thi aap zyada mujhe khilate or khud kum khaty the, Par ab aisa kyo nhi hai” Husband: “kyo ki ab tumhe khana pakana aa gaya hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Ye Keh Kar Mere Dushman Bhi Mujhe Mere Haal Pe Chhod Gaye Ki Aye Fursat,
Teri Girlfriend Hi Kafi Hai, Tujhe Satane Ke Liye.
by Pak101.com (few years ago!)
pathan girl friend ko ghar le gaya,
sab darwaze khirkiyan band kardin,
parde gira diye light off kar k us k pass aya aur kaha
dekho humara watch main light jalta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
A logical Answer..
Teacher: Tumhare abu kitne
saal k hain?
Bacha:Jitne saal ka mein
hon,
Teacher”Wo kese?
Bacha:jis din me peda hua
usi din
to wo abu baney.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wo khud pe gharoor karta hai to is me herat ki koi bat nai
dost
jis ko hum chahte hain wo aam ho hi nai sakta
wo to amrood hai amrood
by Sabir shah (few years ago!)
Apki Akhein Jheel Jaisi Gehri Hain
Jee Chahta He
K
In Me
.
... .
.
.
Machhliyan Chord Du. ><(((:> ><((((:> ><((((:> ><(((:>
by Pak101.com (few years ago!)
Sonu- Abe Dekh Mere Daant..
Kaise.. Heere Ki Tarah Chamak Rahe Hai..
Monu- To Mere Kaun Se Kam Hai.
Ek Dum.
Sone Ki Tarah Peele Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Q dil tum se milna chahte hy?
Q dil tum ko dykhana chahta hy?
Q dil tum se bt krna chahta hy?
QK
“Dil to bacha hy g”
or Bacho ko cartoon pasand hen..;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Jab tumhe koi thappar bhi maray
to uska jawab phool se do
Magar phool qabrustan ja kar he dena :P
by Mazhar Khan (few years ago!)