Ek mandir tha
Ek mandir tha jisme buri niyat wale gayab ho jate the
Imran hashmi gaya
Imran gayab
salman khan
gaya
salman gayab
veena malik gai
Bhagwan gayeb:)
by Pak101.com (few years ago!) / 1541 views
Similar Jokes
Raat ko sohar aur biwi soo rahe they. Ek dam se biwi ko sohar ki awaaz aayi, biwi uth kar sohar se poocha, “kya baat hai?”
Sohar ne bataaya, “ke meri kameez zameen par gir pari thi”
Biwi ne kaha ke, “toh itna shor kyun machaya”
Sohar bola, “ke uss kameez mein main bhi tha!!!”
by khalid hussain (few years ago!)
Ek Pakistani Ne Ek Indian Ko Chidane Ke Liye
Puchha
“Indian Aur Kutto Mein Kya Farq Hai?”
Indian Ne Muskurate Hue Bade Pyar Se Jawab Diya
“Sirf Border Ka“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
HuM ne AaGhoOsH-E-Dunya se
ye sEEkhA hai saBaQ....
.
.
.
.
.
Jis ko roNa nahI aata WO shadi kar Ley....!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Ne Apne Dost Banta Se Puchha
Santa: “Biwi Se Teri Ladai Khatam Hui?”
Banta: “Ghutne Tek Ke Mere Paas Aayi Thi”
Santa: “Achha, Fir Usne Ghutne Tek Ke Kya Kaha?”
Banta: “Yahi Ki Bed Ke Niche Se Nikal Aao, Kuch Nahi Kahungi“
by Pak101.com (few years ago!)
Ae RABB hamare W0 Tamam Gunaah Muaaf Farma.!
jinKi Wajah Sy hamari Shadi RUKI Huwi Ha :-)
(Aameen)
Note :shadi shuda Afraad “RUKI
” Nikaal K Parhen.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SANTA in court(sad): Bachpan
me agar maa ki baat suni hoti to aaj yeh din na dekhna
padta.:(:'(
JUDGE: Kya kehti thi maa?:/
SANTA: Judge sahab aap bhi
kya baat kar rahe hoo
Jab baat hi nahi suni to kaise bataau ki kya kehti
thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ny NADRA K Office Mai Ja Kar Ek Baat Boli.
Jisay Sun Kar NADRA Waly Pagal Ho Gaye.
Pathan Bola:
"I.D Card K Golden Numbers Dikhao?"
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Bachcha road pe kutta
lekar ja
raha tha
Police wala(haste huye)
Beta
apne bhai ko lekar kaha
ja rahe
ho
Bachcha-police me
bharti
karwane
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Best Evr Sign At A Petrol Pump:
"Kripya yaha Dhumrapan na karen !!
Aapki zindagi ki koi keemat ho na ho,
Petrol ki keemat bahut hai.."
by Pak101.com (few years ago!)
Air Hostess to Raaz in plane-Raaz Sahab Aap Kya Lenge?
Raaz-Mai Neeche Uter kar Rickshaw Loonga
by Pak101.com (few years ago!)