Bacha park mai betha

Bacha park mai betha ek ke baad ek toffee kha raha tha.
Paas betha 1 aadmi bola: Jo zada metha khata hai wo jaldi mar jata hai.
Bacha: Aap ko maloom hai mere dada ki umar 100 saal hai.
Admi: Wo metha kam khate hon ge?
Bacha: Nahi, wo apne kaam se kaam rakhte hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1090 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Pathan Apne Sharabi Dost Ko

Pathan Apne Sharabi Dost Ko Raat K Waqt
Ghar Le Ja Rha Tha-
Raste Me Ek Pul Se Guzarte Hue
Sharabi Ne Darya Me Chand Ka Aks Dekh Kar
Apne Dost Se Pocha,
"Yeh Kia Hai"??

Pathan:
Yeh Chand Hai.

Dost:
Hayen..!! To Kia Main Itna Ooper Aa Gaya.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Super insult

Teacher:- Jab main tumhare jitna tha,mere 100 marks aate the!

Student : o bhai aate Honge..!
koi achha teacher padhata hoga..:-D

by Pak101.com (few years ago!)
kia peo gay?

Kanjoos k ghar Mehmaan aaey huay thy:

Kanjoos: Thanda peo ge ya Garam?
Mehman: Thanda.

Kanjoos: Rooh Afza ya Pepsi?
Mehmaan: Pepsi

Kanjoos: Bottle mein peo gay ya glass me?
Mehmaan: Glass me.

Kanjoos: Saada glass ma ya design wala?
Mehmaan: Design wala.

Kanjoos: Lines wala ya flowers wala.
Mehman: Flowers wala.

Kanjoos: Gulaab wala ya chambeli wala.
Mehman: Chambeli wala.

Kanjoos: Sorry Yaar! Hamaray ghar me aisa glass nahi hay.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik sardar ny raod py khari car

Aik sardar ny raod py khari car ke nichay kutty ko leta hua dekha.

To kutty ko dum say khaincha our bola,

Baar nikal waada aya tu engineer!!!

by Pak101.com (few years ago!)
Sher He Karega

Akhbaar wala ek haryanavi filmon ke hero ka interview leve tha. Uste poochan lagya,

"Jungle mein thaare aage sher aaje to tum ke karoge?"
Hero bolya,

"Arre manne ke karna se, pher to jo bhi karega woh to susra sher he karega!"

by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Honey,where are you?

Wife : Honey,where are you?
Husband : I'm at the bank.

Wife : Dear, please I need 3000 bucks to activate my blackberry, 5000 to do my hair and 10,000 to buy a dress.

Husband : Sorry, I meant I was

.
.
.
.

at the "bank" of a river.
Do you want fish??? xP=P

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar


3 sardar after exam

3 sardar after exam
1st yar mujhey kuch nahi ata tha main paper khali chor aya hon
2nd main b
3rd shit yaar teacher samjhe gi hum ne cheating ki haa

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar

2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D

by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa k ghar NAVJOT SINGH

Santa k ghar NAVJOT SINGH SIDDHU ki tasvir lagi hui thi

Banta: ye q laga rkhi hai..?

Santa: LAUGHING BUDDHA lene gaya tha dukandar ne kaha yeh LATEST hai..

by Pak101.com (few years ago!)
JO DAR GAYA WO MAR GAYA

Japan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo” ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”

by Hassaan Chohan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Boy-Ro Q rhi ho?

Santa zoo ka watchman

Santa- arz kiya hai..

NASA ne 4 Marathi babus

Expecting a reply

Highlands

Bhikari Aur Pathan

Itni Door Jane Ki Kya Jarura..

FATHER: How Are Y

For pepsi "shahru

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook