tmhari yad mao
Hum nay tumhari yad mai ro ro K tub bhar diye
.
.
.
.
.
.
Aur tum bewafa aye aur un say naha kr chal diye....!:-(
by @irha@ (few years ago!) / 888 views
Similar Jokes
Bivi:
ap ny pichly saal Eid per meri Ammi ko LOHY ka Bed banwa k diya tha ,
Is dafa kiya Irada hai ?
Shohar: Is saal us men CURRENT chornay ka Irada hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Miss: Ager Lion ki jaga kutta jungle ka badshah hota,
To jungle ka kya haal hota ?
Student: Wohi Jo Aaj Pakistan Ka Hai .
by Pak101.com (few years ago!)
*Wife was teaching Grammar*
Wife: "I am Beautiful",
Which tense is this?
Santa : Past tense!!
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj
Finally Hamara Breakup Ho Gaya..
.
.
.
.
Me & My
.
.
.
.
.
Books
.
.
.
.
.
Q K Hum Ek Dusray Ko Samajh Nahi Paaye.. :-(
by Pak101.com (few years ago!)
Santa on call:hi swtheart,
kya kar rahi ho,
Gf-meri tabiyat kharab hai janu sone jaa rahi hu
aur tum.
.
.
Santa:main cinema hall mai tere peeche baitha hu kamini…….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu: Hospital mein operation ke baad Hosh aaney par bola “Doctor Mera Operation Toh Kaamyab Raha”
Aawaaz aayi Hospital, Doctor, Duniyadari sab neeche hee rah gayi…..
Mein Yamdoot Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Ne Ek Ghar Ki Bell Bajayi To Ek Bachha Bahar Aaya, Aadmi Ne Puchha
Aadmi: “Beta Papa Ghar Pe Hain?”
Bachcha: “Uncle, Papa To Bazar Gaye Hain”
Aadmi: “Chalo Bade Bhai Ko Bula Do”
Bachcha: “Ji Wo Cricket Khelne Gaya Hai”
Aadmi: “Beta Mummy To Hongi Ghar Pe?”
Bachcha: “Ji Wo Kitty Party Mein Gayi Hai”
Aadmi Ka Ab Dimag Kharab Ho Chuka Tha Gusse Mein Aakar Bola
Aadmi: “To Beta Tum Ghar Pe Kyun Baithe Hue Ho Tum Bhi Kahin Chale Jao”
Bachcha: “Ji Main Bhi To Apne Dost Ke Ghar Aaya Hua Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar to pathan!
yar jahaz jab chlta hai to us ka
darwaza q band hota hai?
pathan”
kafi dair sochny k bad.
yar koi (juice) wala na char jay.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher:ye tum books ki bajae kia le aae ho?
Pathan:ustad g ap ne hi kaha tha k kal tareekh parhaon ga is lye me celendor le aya hun
by Sabir shah (few years ago!)