Dekh teri girlfriend ko
Santa :- Dekh teri girlfriend ko saanpkaat raha hai…kuch to kar......
Banta :- Abe wo kaat nhi rha…Uska ‘Zeher’ khatam ho gya hai to woRECHARGE karwane aaya hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 653 views
Similar Jokes
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 saal tak koi olaad nai hui
Dusri sardarni: Phir ?
1st sardarni: Phir kia, jab me 21 sal ki hui to abu ne meri shadi kar diaaj Mola k fazal se 3 kake hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Yar mairy lie koi achi larki ka reshta dekh laina
.
Friend: 1 Larki hai B.com ki
.
Pathan: Qoam koi bhi ho bus taleem yafta ho
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan: P.C.O kahan hai?
Aadmi ne ishara kar k bataya.
Pathan P.C.O me gaya, pocket se mobile nikala or baat kr k bahir aa gaya.
Aadmi ne poocha “jab aap k paas mobile tha to aap PCO main kyun gae”
Pathan: Mere dost ne kaha tha k PCO se phone karo ge to paise kam lagain ge :-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan baalti mai pani le ke ja raha tha, ke barish shuro ho gayi
Owr barish ka pani baalti mai chala gia
.
Pathan: Oho ! Sara pani geela hogia
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kisi Bazurg Ne Kaha Hy,
.
K
.
.
Larkiyon Ki Aadhi Zindagi
.
.
Husband Ki Talaash Mein
.
.
Or Baki Aadhi
.
.
.
.
.
.
Husband Ki Talashi Mein Guzar Jati Hy..
by Mazhar Khan (few years ago!)
A Tiger Killed A Sardar In The Zoo
A Man Asked Y Did U Killed Sardar?
Tiger: Or Nai To Kya..
Sala Kab Se Keh Rha Tha
Itni Bari Billi Wo0oeeen Itni Bari Bili
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: Woh Memon Mareez Ab Kis Baat Par Jhagar
Raha Tha?
Nurse:
Iss Baat Per Ke Dawaen Khatam Honay Se Pehlay
Hi
Wo Kyun Sehat Mand H0gaya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kid To Mama In Washro0m!!
Kid: Mama Krlia Dhuladein
Mama: Ullu K Pathey Khud Dho
Kid: Jb Dhula Nahi Sakte To Khilate Q Hooooo..?
Apney Haq K Liye "Bol"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar Amrood Baich Raha Tha:
1 Aadmi Aaya or Bola: Sardar G agar Amrood Main Keera Nikla To?
Sardar: To Saaf Baat Hai…
Hum Keerey K Alag Paise Lega.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Pappu Ke Saath Bazar Ja Raha Tha To Kuch Dekh Kar Bola.
Santa: “Beta, Sharab Kabhi Mat Peena, Warna Wo Jo Do Aadmi Ja Rahe Hai, Wo Tumhe Chaar Nazar Aayenge”
Pappu: “Lekin Papa, Wo To Ek Hi Aadmi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)