Tech: jab bijli chamkti ha to
Tech: jab bijli chamkti ha
to hum ko roshni pehly aor
awaz bad me Q ati ha?
Sardar: Kyonki hamari aankhen aagey hai aur kaan piche......
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 981 views
Similar Jokes
BOYFRIEND to its GIRL FRIEND
"Kal Raat
Chand Bilkul
Aap Jaisa Tha,
Meri Jaan.. Bilkul..
Wohi khubsurti,
wohi noor,
wohi Guroor,"
Girfriend:lakin kal to amavasaya tha
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher -
Agar tumhara dost or girlfriend,
kashti me doob rahe ho to tum kise
bachaoge..? .
.
.
.
Student – Marne do dono ko.!
.
.
.
. Teacher- kyu.?
.
.
Student- Saale dono 1 sath 1 kasti mein
kar kya rhe the
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Ek Pathan Bakri Lay Kr Bus Mein Sawar Hua,
To Logon Ny Usy Boht Peeta.
Jawab Mein Wo Bola:
Mere Sath Ladies Na Hoti
Tou Tumhe Batata
by Pak101.com (few years ago!)
Dunia buri ho sakti hai tum nai,
log bure ho sakte hain tum nai,
dunia bewafa ho skti hai tum nai,
pagal theak ho sakte hain par tum nai
by Sabir shah (few years ago!)
Sardarji zebra crossing ke black & white patte par bar bar
Idhar-udhar chalte the, woh kya soch rahe,
honge….think…
“SALA YE PIANO BAJTA KYO NAHI”
by tanveer hussain (few years ago!)
Japan ke Prime Minister: Tum hum ko 3 saal ke liye Bihar de do, hum usko Japan bana denge.
Laloo: Tum humko 3 months ke liye Japan de do, hum usko Bihar bana denge.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA: kal raat 3 ghante English Picture ki CD dekhi, na kuch dikhaai diya na awaz ayi
FRIEND:Movie ka nam kya tha?
SANTA:"PLEASE INSERT THE DISC"
by Pak101.com (few years ago!)
Nark me bahut se log aram se soo rahe the. .
.
BHAGWAAN - Ye log to nark ki garmi me bhi aram se so rahe hai. .
.
YAMRAAJ -SAALE U.P. se HAI
by Pak101.com (few years ago!)
Jinn: Hukam aaka?
Man: Ghar se dunai tak road banani hai
Jinn: Mushkil hai aur koi kaam bataiye
Man: Meri biwi ko aagyakari aur samajhdar bana do.
Jinn: Road single banani hai ya double..
by Pak101.com (few years ago!)
Do pathan apas mein baatein kar rahe they
Pehle ne kaha yaarTum bare kaam chor ho
Yeh son kar dosra bola, ghalt bilkool ghalt Mujhe tu kaam se sakht nafrat hai Main bhala woh shey kion churane lagaJo mujhe pasand naheen
by hearthackervsgirls (few years ago!)