B0llywo0d Meray Peechay Hai
Santa: B0llywo0d Meray Peechay Hai,
Modeling Ki Offerz Ho Rahi Hain.
Magr Mera K0i Mood Nahi,
Or To Or Local
T.V Walay To Abhi Tak Meray Peechay Paray Huay Hain.
Mintain Kr Rahay Hain.
Banta: Acha Wo Kesay?
Santa: Instalments Per Lia Tha Na. . .!
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 757 views
Similar Jokes
Q: Why did the redneck cross the road?
A: He wanted to sleep in the ditch on the other
side.
by khalid hussain (few years ago!)
Aik dafa pathan ne Peshawar se Lahore call krni thi:
Us ne socha k sab se sasti call konsi parre ge,
Phir Us ne
Peshawar se Lahore aa k local cal ke.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Funny Imagination Of Paad At Suhagraat: shadi ki
rat hai,aap bister par bethe ho or bv ka ghoonghat
utha rahe ho ki achanak ap ka paad nikal aaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shadi me 1 pathan bohut dair tuk
khana kha raha tha,
kisi ne pocha kab tuk khao gay?
...
Pathan:me to khud kha-kha k dukhi hon,
per kia karon card me likha tha Dinner 7 to 10PM.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai
Daya says: Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein
kuch kala hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: kelaa kitna hai?
Dukaanwala: 1 Rupay
Santa: 60 paise mein doge kya?
Dukaanwala: itne me to sirf kele kaa chilkaa hi milegaa
Santa: to 40 paise leke sirf kelaa dedo
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar car ki battery change karwane gaya ...
Mechanic - Sahab, Exide ki daal doon ?
Sardar - Nahin yaar, dono side ki daal de, warna phir
problem hogi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larki ek Baba Jee se: Baba jee mere lie dua Karen ke meri shadi kesi samajdar admi se hojaye
.
Baba Jee: Ghar chali ja baiti, Samajdar admi khabi shadi nahi karta.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl : Mujh se shadi kero gy?
Pathan : Nahi hum shadi apno me kerty hen. Jese,
Ammi ny Abbu se ki,
Bhai ny Bhabhi se ki,
Baji ny Behnoi se,
Hum bhi apni Bivi se kere ga....:-)
by @irha@ (few years ago!)
Padri nay bachay say poocha. Betay daak khana kahan hai?
Bachay nay isharay say bata dia.
Padri buhat khoosh hua aur bola. Shabash betay! Kal tum girja ghar aana mein tumhein is kay silay mein jannat ka rastah bataon ga.
Bacha bola: Father! Jab app ko dak khanay ka rastah nahi maaloom to aap mujhay jannat ka rastah kia batayein gay.
by Tanveer Hussain (few years ago!)