Masti Bhari Andaz
Height of Over Smartness! College Boy Ne Larki se Poocha: Tumhara Naam Kya Hai? Girl: Mujhe Sab
Behan Kehte Hain. . . . Boy: Aur Mujhe Sab Behnoi Kehte Hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 836 views
Similar Jokes
pathan: yar main ne apni bv ko matric kerwaya inter kerwaya BA kerwaya, MA kerwaya, ab kia karu.
Sardar: ab ek acha sa ladka dekh ker shadi kerwado.
by Raju (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao nokar ne
kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunachawoh sahib khud hi bazaar se saman le aye.ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao.is ne jawab diyaise sui gas par pakan nahi aata.in sahib ne khud khana tyar kar liya.phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo.who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta .muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pone 2 Saal Pehle Humari Mulakat Imran Khan K Jalse Mein Hoi Aaj hum Mian Bivi Hain Ab Joriyan Asmano Pe Nai Imran K Jalson Mein Banti Hain… Shukaria Imran Khan….
by @irha@ (few years ago!)
Pappu while filling up a form:
What should I write against mother tongue.?
Santa: Very long…..!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
SANTA-Bhiga sa lagta h Alam mujhe
Bhigi si lagti h subah mujhe
Bhiga lag raha h sara jaha mujhe
BANTA-uth sale,bistar pr susu kr dia h tune.
by Pak101.com (few years ago!)
Dono Me Angoor Nahi Lagte
Teacher To Santa :Batao
Pineapple Aur Coconut Ke Tree Me Kya Similarty Hai?
Santa Kafi Der Sochne K Baad :Madam! Dono me Angoor Nahi Lagte
by Pak101.com (few years ago!)
Ek larka aur ek larki date per jaatai hain. Dono bhohut hi romantic mood mai hotai hain. Larki nai phir barai pyaar se larke sai poocha,
"kya tum shadi ke baad bhi mujse itna pyaar kero gai" Larkai nah jawab diya "haan agar tumhare husband koh itraaz nah ho to"
by Pak101.com (few years ago!)
Munna : Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai.
Circuit : Aey Bhai!!! aap to khud doctor ho.
Munna : Bolay to meri fees bahut zyada hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl boy se bolti h tum kitne bhai bahen ho
Boy- hum 7 bhai bahen h
Girl - Q baap ko or kuchh kaam nahi tha kya
Boy ladki se bolta h tum kitne bhai bahen
Girl - hum 2 bhai bahen h
Boy - Q baap me dum nahi tha kya
by Pak101.com (few years ago!)