Dhoka Ho Gaya
Student in hostel: Yaar! Dhoka hogaya mere Saath.
Dost: Kia hua?
Student: Maine ghar se books k liye paisay mungwaye thay.
Unhonay books hi bhejdi hain. :-(
by Pak101.com (few years ago!) / 1768 views
(Rated 2 Stars - 1 votes)
Similar Jokes
Ek pathan Cycle chalate aur gungunate howe kahin
ja raha tha rastae mein ek aurat se takra betha.
Aurat chilla kar boli, “Break nahi maar sakte they
kya ???”
Pathan herat se… “Pora cycle mar deya abhi break
mar kar kia faida.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi ne conductor se pucha: Aap kitne ghante bus me rehte ho?
Jawab : 24 hours. Wo kaise?
Jawab Mila : 8 ghante city bus me
baaki 16 ghante biwi ke “BASME”!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Ne New Car Li:
Aur Drive Pe Nikla.
Thora Aagay Gaya to Toll Plaza Aaya.
Aadmi Bola Han Khan G?
Pathan: Full Kar Do.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Murga - Murgi Ki Love Story-:
Murga:- I Love U Jaan
Murgi:- Tum Mere Liye Kya Kar Sakte Ho? Murga:- Kuch Bhi
Murgi:- Chalo fir 1 Anda De k Dikhao!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi ne apni saas k pas sanp betha dekha to sanp se bola Meri saas ko dus lo
Sanp_ Aby kiya dus lon? Main to khud is se Zehar EASY LOAD krwane aaya hun !
by tanveer hussain (few years ago!)
Pathan galti se samunder me gir gaya…. Doobte doobte uske hath me machli aayi….use pakad kar bahar pheka aur bola Ja tu toh apni jan
bacha le…;-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 Ladka cycle pe ja raha tha
Cycle ka tyre bhens k gobar k beech me se guzra
...Qareeb kuch ladkiyan khari thi
Unho ne taliyan baja k kaha Happy Birth Day 2 U
Ladka ruka aur jawab diya khali tali bajane se
kaam
Nhi chale ga,
Cake to khana hi pare ga.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Girl Apne Boy Friend Ko Romantic Mood Mein Meessage Karti Hai.
Girl: “Agar Tum So Rahe Ho To Mujhe Apne Sapne Bhejo, Jaag Rahe Ho To Yaaden Bhejo, Ro Rahe Ho To Aansoon Bhejo”
Boy Replies: “Potty Kar Raha Hoon – Bhejun“
by Pak101.com (few years ago!)
If ever in your life u r very sad n feel that u have lost everything, I'll come, hold ur hand, take u 4 walk on a bridge and show u where 2 jump from.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Esa kia karain ke saanp bhi mar jaye owr lati bhi na tootay
.
.
Sardar: Jootay se mar do
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)