Jab Kutte Ki Maut Aati Hai
Jab KUTTE ki maut aati hai na..
tab kutta mar jata hai...
Aur Jap Sardar Ko biwi Ki yad ati hai ko..
Sardar airhostes se- aapki shakal mere biwi se milti julti hai..
Air hostes ne jordar tamacha mara..
Sardar- kya baat hai charactr b milta julta
by Pak101.com (few years ago!) / 1009 views
Similar Jokes
Bhikari: Mein bahut lachaar hu khane ko kuch de
dijiye.
Lady: hatte khatte to dikh rahe ho hath per bhi
salamat hain phir kis baat se lachaar ho?
Bhikari: Ji apni aadat se.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Ye bata aurten aadmi ke mukable jayada
kyun hoti hain?
banta: are yaar, unki biwiyan jo nahi hoti.
Santa kangaal ho gaya toh apni biwi se kaha-
bachhon ko apni nani ke yaha chod aao aur tum apni
maa ke pas chali jao aur mein aisa karta hu apne
sasural rahne chala jata hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Tumhare father kia karte hain?
Student: HBFC k malik hain.
Teacher: O Nice, acha ye HBFC ka matlab kia hai?
Student: Hafiz Burger & Fruit Chaat
by Pak101.com (few years ago!)
Loadshedding ka Nuqsaan”
Ek admi raat apnay ghar gya,drwazay pr dustuk di
BV: “kon”
Admi:“Guddu da abba”
BV:Haye main mr gayi, tey fir andr kon ey.
by Pak101.com (few years ago!)
Dulha: Aaj se tum meri Zeenat ho, Tabasum ho, Tamanna ho...
Dulhan:
Sharma k...
Ji Aaj se aap b mere liye
Naveed ho,
Tahir ho,
Imran ho.
Kamran ho..;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Boss: Itne kam kapray pehan k q aai ho? Aadha
jism dikh raha hai.
Girl: Itni salary mein yehi aata hai!
Boss: Manager, Iss ko 3 months tak salary mat
dena
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sanata in firebrigade-Lady calld-"mere ghar aag lagi h
Santa-pani dalo.
Lady-dala,aag ni bujhi
S-"fir hm akar kya krenge,hm b to pani hi dalenge.
by Pak101.com (few years ago!)
Mutahin Saheb aik lamhey kay liye kamra imtehan se baher gaye wapis aaye to dekha keh imtahan dene waley chand bachey aik doosrey kay sath baith kar aapus main batein karrahey hain. Mutahin nay foran qareeb aakar poocha yeh kia ho raha hai. Aapni aapni jagha se kiun uth kar yahan aagaye ho? Percha aapas main batain ker ke kiun ker rahe ho.
Bachon mein se aik ne jawab dia hamarey sir ne kaha tha kay har kam aapas mein mil jul kar karna chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Shohar ne apni bivi ko msg kia:jan me 15 mint dair se aaunga.agr na aaon to yahi msg har 15 mints bad parhte rahna.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan 2 Doctor:
Poray Jism Main Kaheen Bhe Ungli Lagaon
To Bohat Dard Hota Hai.
Doctor:
Suggested Full Body XRay
When He Checked XRay ,
He Found Frecture In His Ungli.
by Abdul Hannan (few years ago!)