Santa To Rikshaw Wala
Santa To Rikshaw Wala: Arey o Bhai Khaali Ho Kya… ?
Rikshaw Wala: …Haan g Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash Khelty Hyn
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 794 views
Similar Jokes
Docter; achi sehat k lye roz warzish karo.
Pappu;hum roz cricket or footbal khelte hain
Docter;kab tak
Pappu;jb tak mobile ki battery low na ho jae
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan to dukandar:give me blackbulb
Dukandar: what is black bulb
Pathan: ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Vs Sardar
Pathan 2 sardar: Bakre ki zubaan pakai hai khao ge ?
Sardar: Main mun se nikli hui cheez nahi khata.
Pathan: To phir anda bana don
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bap: Aaj Mera Bacha Upset Q He..??
Beta: Mai Apko Nai Bata Sakta
Bap: Mujhe Apna Dost Samjho Yar
Beta: Yar Teri Bhabhi Nraz HoGai He
by Mazhar Khan (few years ago!)
Difference between Husband nd gadha.
Ans:Husband gadha ban sakta hai,
but
Gadha itna bhi gadha nahi k husband bane!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Drinking n driving dono nalo naal nai ho sakde.
Banta: Y?
Santa: Je speed breaker aa gaya taa peg dul jau.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy prpozes to girl-
Ye Raat,Ye subah,
Ye Hawa,Ye Chand,
Ye Ghatayen,Ye Nadia,
Ye Kinare...
Girl-Saale Prpoze Kar Rahe ho,
Ya Envirnment science padha rahe ho..
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Agar tumhe kuch ho gaya to mein Pagal ho jaaunga.
Wife: Doosri shaadi to nahin karogey?
Funny Husband: Pagal ka kya hai, kuch bhi kar sakta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:-yaar banta kal mei biwi mere ek dost ke saath bhaag gayi.
Banta:-tujhko to bahot yaad aati hogi uski ,phir?
Santa:-haan yaar …bahot achcha dost tha mera.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek bar ek male sardar aur uski biwi station gaye, wahan par punjab mail aayi male sardar usme chad gaya aur darwaze se bahar nikal kar apni biwi se bola ki ruk ja abhi punjab female aayegi usme tu ana yeh punjab mail hai...
by Pak101.com (few years ago!)