Mujhe to ankhain band karny
Pathan: Mujhe to ankhain band
karny par bhi dikhai deta hai
Friend Heran ho kar Kya dikhai daita hai
.
Pathan
(-,-)
/ /ANDHERA:-D
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Pak101.com (few years ago!)
Bhakt: Meri Shadi Aishwarya Se Karva Do
Bhagwan: Aishwarya Ki Ek Saari 1 Lakh Ki Hai Kharch Utha Paoge
Bhakt: Bhagwaan Koi Upai Bataye
Bhagwan: Mallika Sherawat
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan lawer when I was a boy my ambitions was to be a Pirate (dako).
Client congrats you have been successful.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan Ne Apni Qaza Namaz Adaa Karny ki Socha
Namaz se Pehly Pathan Ne Onchi Awaz Mai Niyat Ki
2 Rakat Namaz Qaza Fajar
7 June 2009
5:20 Purana Time.
ALLAH O AKBAR
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Tuhari car ka tyre puncture kaise hua?
Driver Banta: Ik daaru ki bottle iske neeche aa gayi thi.
Santa: Tumhe bottle nazar nahi aayi?
Funny Banta: Bottle uss bande ki jeb me thi jo meri car ke neeche aaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
PatHaN AskEd a DR: Doodh Peene Se RaNg Gora hOta Hai KyA?
Dr: haaN Doodh Me CaLciuM hota hai is liyE
PatHan: acha to PhiR bhaNs ka BaccHa kyUn KaLa hOta hAi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ik din ik pathan sabzi leenay gaya or woh sabzi
mandi pohncha to dekha kafi deer se sabziwala sabzi
ko pani laga raha hai akhir tang aaker us ne sabzi
walay see kaha jub yah timtor hosh main ajayeen to
2 kilo tol dena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 road par rush ho gaya to sardar ko dekne ka mauka na mila
sardar bola:hat jao ye mera baap hai
logön ne rasta dia
sardar ne dekha to wo gadha tha.
by Sabir shah (few years ago!)
1 admi ka gala kharab ho gya tow raat ko 3 bajy doctor k ghar gya bell di ore dard ki waja sy ahista sy bola doctor sahab hein???
doctor ki b.v ny b us sy ahista sy kaha ni hn aa jao!!!!
by sarmad abbas (few years ago!)
Sardar:tum ne kitna parha
friend:B.A
sardar:lanat hai tm pe 2 harf parhe aur wo bi ulte
by Sabir shah (few years ago!)