Women
If you marry one woman,
she will fight with u
But if you marry with 2 women
They will fight for u.
Think different Add Wife Have life
by @irha@ (few years ago!) / 2884 views
Similar Jokes
Dunya main woh kon si 2 cheezen hain jo ek doosray k baghair nahi reh saktin? Aur dono bekaar hain?
Socho
Aur Socho
Pathan aur Naswaar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek ladki apny boy friend ke saath nayi garri main long drive per jaa rahi thi achanak raastey mein larki kehnay lagi…..“suno ! kya tum aik haath se garri chala saktay ho?”
Kyu nahi.. ladke ne bade fakher se garden akraaii…
Aur phir larki ne aahista se kaha, “Toh phir doosray haath se apni naak saaf karlo”
by khalid hussain (few years ago!)
Aik jaga baraat pe pabandi lag gi
sardaroon ko pta chala wo saza dany chaly gay
kali sahi lee or sabko lone ma laga kr moo kaly krny lagy
ak baraati bar bar line tur kar agy aa kar khata sadar: ji mra moo kala karoo
sadar: chal wapis
aik bar phir aa gaya
sadar: phir bola chal waps
turi dhr bad phr aa gya sadar ji mara moo kala kroo
sadar: ki gal ay tanoo kadi jaldi ay
baraati: manoo pta ay sahi khtmm hoi ty tusi chater marny shroo kar do gay
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par Mazmoon
Likh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang par
Kaat krar bhag gaya.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
L.K.G boy-tu mujse shadi klegi?
G-nhi
B-kalle na
G-nhi me ni klungi
B-plz kalle teko tophi duga
G-isiliye to ni klni,qk kisi ol se choclt me bat ho lakhi hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha On 1st April:
Mama Kitchen Mai Nokar
Nokrani Ko Kiss Kar Raha Hai
Mama: Abhi Ja Kar Main Us Ka Dimag Thek Karti Hun
Bacha : Haha April Fool
Woh To Papa Hain
by Mohammad Ali (few years ago!)
Height of HOPE:
Sitting in Examination hall
Holding paper in hand
And saying to yourself
.
.
"Don't worry man, Exam will be postponed"
by Mazhar Khan (few years ago!)
In search of seat in train,
Pessengr 1: thori takleef krein gy ap?
Psngr2: oi oi oi hui hui hui haye haye haye. . ! Enni kafi ay ya hor kran.
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Santa-Yaar Meri Door Ki Nazar Kharab Hai,
Chashma Lena Padega
Banta-Wo Kya Chamak Raha Hai?
Santa-Suraj
Banta-Sale Aur Kitne Dur Dekhega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Musharaf: Agar mey Plane sey 1000 ka note phenkoon, to?
Adviser: Aik Pakistani ka bhala hoga.
Musharaf: Agar 500 k 2 note, to?
Adviser: 2 ka bhala hoga.
:-) Musharaf: Agar 100 k 10 note, to???
Advider: Is tarah to 10 ka bhala hoga magar aap jump laga do to poorey Pakistan ka
bhala hoga
by Abdul Sami (few years ago!)