100 main 4
Survey karne walay ne aik sarkari afsar se poocha, apke daftar main kitne loag kam karte hain?,
afsar ne jawab deya 100 main 4
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1050 views
Similar Jokes
Humari muhabbat ka imtehan mat lu
aae g.f
humare pehle bi imtehan hute hain salana
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Maa boli- “Galiyo me khel-khelkar bache
kitne gande ho jaate hai”
Doosri Maa- “Haan, behanji Ab dekho na,
das bacho ke muh dhone pade, tab kahi jaakar mai apne guddu ko pehchaan payi
by Pak101.com (few years ago!)
Government hospital mein mareezon ka bohat rush tha. Doctor sahab ney ek film been mareez ko jaldi jaldi farigh ker diya
Mareez bola, “Doctor sahab aap ney utna hi muaina kiya hey jitna film ka trailer hota hey”
Doctor sahab boley, “Poori film dekhney ka irada ho to private clinic aa jaana, haan ticket gallery ka ho ga”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mat Kr Pyaar Roshni Se,Ye
Pal Bhar Ki Mehmaan he, Dil
Laga is Andherey Se Jo
Qabar tak Mehrbaan hy. .
by Abdul Sami (few years ago!)
Noker:sahab g uth jao zalzala ho raha hai.
Sardar:so jao bewakuf hum karyadar hai nuqsan malik ka hona hai humara kia.
by Sabir shah (few years ago!)
AMERICAN LIFESTYLE :
.
.
.
DAUGHTER: “Sorry Dad,I got married ystrday.
.
.
.
.
.
Forgot to invite U..
.
.
.
.
.
DAD:” U nauty.. It’s Ok..
But Don’t forget next Time..
by Numan Malik (few years ago!)
PATHAN Biology Ka Practical Attnd Krty Huye.
Examiner Ne 1 Bird Ki Taang Dikhaai, Or PATHAN
Se Us Bird Ka Naam Poocha..
PATHAN Bola:
I Don’t Know..
Examiner: You Have Failed,
Kya Naam Hai Tumhara?
PATHAN: Humara Taang Dekho Or Naam Bataao..!!
Baat krta hai sala ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl: What Time Is It?
PATHAN: Bra, panties.
Girl Slapped Him & Said: I Asked U The Time.
Pathan: Khocha Wohi To Bataya Tha Bra Panties (12:35)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan apny Jaib mai Pathar dal ke Ja raha tha
.
Kesi ne pocha: Esa kion kar rahy ho?
.
Pathan: es dunia mai us ki Qadar hoti hai, jes ki Jaib bhaari hoti hai.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
do Bandar kishti ma sawaar thy,,
aik ne kaha:: "yar kishti dagmaga rhi hai, aisa na ho k doob jaye"
dosray ne jawab diya:: "doob jany do yaar waise bhi kambakht ne kiraya bht lya hai"
hahah
by WAQAR (few years ago!)