Hamara bhabi achi aurat nahi hai
Ek pathan apni bhabi ko khob mar raha tha!
Logon ne pucha k tum apni bhabi ko kyun mar rhe ho?
Pathan: Hamara bhabi achi aurat nahi hai.
Logon ne pucha tumhain kaise pata.
Pathan Bola:O Yara mein jis dost se bi puchta hun k tum kis se phone pe baat ker rahe ho ,Woh yehe kehta hai
TERI BHABI SE !!
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 861 views
Similar Jokes
Kch Log Dozk Me Aaram Se So rhe The
Farishte Ne Dusre Se Pucha Ye Dozk Me B Soye Huwy Hen.?
Dusre Ne Kaha
Ye PAKISTAN Se Aye Hen
Garmi or Loadshdng K Adi Hen.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa ko 500 or 50 Note Chaapne ka tender Mila.
Kanjoos Santa Ne kagaz bachane k liye Ek Taraf 500 or Dusri traf 50 ka Note Chhap Diye.
by Pak101.com (few years ago!)
GirL:
Jab tum ko fone karo tum Shave kar rahe hote ho
Tm din mei kitni Shave karte ho?
Boy
30 se 40
GirL:
Kya tum PaGaL ho?
Boy:
Nahi Main
"Naeei" hon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FAQEERNI:(dosri se)main shadi usse kron gi jo
dako hoga
jhota hoga
qatil hoga
lutera hoga
or 1 number ka lotera or harami hoga
(DOSRI FAQEERNI)
O HO Zaat di faqeerni te khawab NAWAZ SHAREEF de
by FAROOQ BALOCH (few years ago!)
USA: Hamare dog Fotball khelte hai.
JAPAN: Hamare fish dance Karte hai.
CHINA: Hamare Hathi cycle chalate hai.
INDIA: HAMARE GADHE GOVT CHALAATE Hai.;-).
by Pak101.com (few years ago!)
Munna bhai k ghr ladki paida hui
Circit:-Bhai mohlle ke sare ladke ispe line marnge
Munna bhai:-tu fikr na kr mai iska name "DIDI" rkhunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Went To Court
Judge:
“Order ! Order !”
Santa:
“1 Pizza, 2 Dosa, 3 Idli & 1 Cold-Drink !”
Judge:
“Shut Up !”
Santa:
“No,No..7-Up!
by Pak101.com (few years ago!)
Dukh is ka nhi k hamari light nhi hy Khushi is bat ki hai k kisi ki bhi nahi hai..:-) hahaha ( ',')/ <)) bally bally / > Is prcham k saye talay hum ek hain. Hm aik hain 8-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Bachcha Road Pe Kuttay Ko Le Ja
Raha Tha....
Ek Police Wala Hanste Huye:- Beta
Apne Bhai Ko Kahan Le Ja Rahe
Ho??
.
.
.
.
.
.
Bacha: Police Me Bharti Karwane le ja rha hu Uncle
by Pak101.com (few years ago!)