Shit we are late
Teacher to children is ki English main translate karo:
“Saima ny kapre pahen liye hain”
Children: “Shit we are late” :-
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 845 views
Similar Jokes
What is difference between Monkey and Donkey ?
Monkey will save this message and
Donkey will deletes this message.
Let see, Choice is urs!
by Pak101.com (few years ago!)
masjid mein elaan ho ra tha 1 bach mila hy jin ka hai aa k ly jain
1 pathan masjid gya or bola:hamko b dikhao jin ka bacha kaisa hota hy????????
by sarmad abbas (few years ago!)
Kal wo mili mujhse
.
shaam ka waqt
.
bujhi-2 si
.
jhuki-2 si
.
jb maine pucha
.
udaas kyo ho?
.
itna pareshan kyo ho?
.
jhuka k palke
.
chupa k chehra
.
gale se lag k
.
ro-2 k thak k
.
.
.
.
.
.
.
.
lagi wo kehne
itna romantic msg
likha
tha tmko,
papa k numbr pr chala
gya....:-(
:-P:-P:-P:-P
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Apne Dost Golu Ko Udas Hoke Bata Raha Thha
Pappu: “Yaar Bohat Mushkil Hai Teacher Se Pyar Karna”
Golu: “Kyun?”
Pappu: “Love Letter Bheja Tha Assignment Samajh Kar Check Kar Diya Or Boli Handwriting Improve Karo“
by Pak101.com (few years ago!)
Nokar malik se bola: sab yeh kesi bhains le aye hein itni der masalne k baad bhi thora sa doodh nikalti hai
Malik: wo bhains nahi bhainsa hai
Nokar:Pehle batatey mein to kal se apko usi ki chaaye pila rha hoo
by Pak101.com (few years ago!)
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Doosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa jaib me pthar bhar kar ja raha tha
banta:ye kia waja hai.
Santa:is dunia me us ki qadar hoti hai jis ki jaib bhari ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Interviewer : Give Me The Opposite Words
Banta: Ok
Interviewer : Made In India
Banta : Destroyed In Pakistan!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni patni ke paas jata hai aur poochta hai, “Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya”
Aur phir uski biwi ne jawab diya, “Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga.”
by Pak101.com (few years ago!)
Aman and wife waiting
for train itne mein PUNJAB MAIL
aayi Aman bhag kar train mein
chad gaya or wife ko bola…
.
.
.
Jab PUNJAB FEMALE aaye
to tu bhi aa jana...!!!
by Pak101.com (few years ago!)