mere bhi yehi dua hai
Wife : Kaash main newspaper hoti dinbhar tumhare hathon main rehti.
Husband : Meri bhi yahi dua hai rab se issi bahane har din nayi nayi to milti.
by A. Sami (few years ago!) / 758 views
Similar Jokes
Customer At Sardar Jee’s Resturant:
Sardar Jee Soup Main Makhi Hai……
Sardar Jee Oye Dil Wadda Kar
Makhi Tera Kinna Soup Pe Jao Ge….!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy friend to his Girl friend:
"darling mere kaan main kuch garam sa
kuch naram sa, kuch namkin sa
kuch mitha sa kaho na"
Girl friend sharmate hue: " HALWA PORI"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pakistani dosre se: Yaar kehte hain iss baar jung computer se lari jaye gi???
2nd: Haan! mizaile computer se control hotay hain na...
1st: Phir tau hum jang haar jain gay.
2nd: Woh kese???
1st: Yaar agar mizaile chalanay se pahlay hi bijli chali gai tau???
by Abdul Hannan (few years ago!)
A good leader is a person
who takes a little more than
his share of the blame
and
a little less than his share of the credit.
by Abdul Sami (few years ago!)
First Paki: Agar bina daanton ka Kuta kate to kya
karna chahie ?
Second Paki: Simple, bina Sui ke teeka lagva lo...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan & SARDAR Marne ke bad swarg meSARDAR:tu kaise mara?PATHAN:thand se or tu?SARDAR:mujhe laga meri biwi ka kisi se affair hai,Jab ghar gaya to koi nahi thaSharm ke mare 5maine atmahatya ka li.Pathan ne jor se tamacha mara aur bola,sale agar FRIJ khol k dekhtato na tu sharm se marta aur na me thandse.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 night bijli chali gae…
SARDAR APNI BIVI SAY:
oye kam se kam pankha to chala day.
BiWI: kar di na phir sardaron wali baat… pankha
chalaingay to mombatti bujh nahin jayegi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan England mein khana khane gaya or bhool gaya k murghi ko english mein kia kehty hain
waiter: "What do u want to have?"
Pathan: "Mother of eggs plz"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar To Doctor: Aapne Nurse bhut Achi Rakhi Hai, Uska Haath Lagte Hi Me Thek Hogaya,
Doctor:Jaanta Hoon Thapper Ki Awaaz Yahaan Tak Aaye Thi….
by nadeem (few years ago!)
A man to Sardar : Aao ji chess khelein.
A man to Sardar : Aao ji chess khelein.
Sardar : Tu chal main sports shoes pehen ke aata hun!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)