Ek Sardar apnay betay
Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay
jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya.
Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga
aur bola:
.
.
.
.
kambakht main to rasta bhool gaya hun,
tu to ghar ja.
by Pak101.com (few years ago!) / 806 views
Similar Jokes
Aaj ki taza khabar: Sardaar ne apni sagai tod di. kyunki ladki kuwari thi, sardaar ne socha - jo aaj tak kisi ki nahi hui,wo meri kya hogi...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha: me Ne hathi k samNe 12 kelay rakhe usne 11 khaye, aik q Nhi khaya?
Admi: hathi ka pait bhr gya hoga
Bacha: nhi 12wa kaila plastic ka tha,
Acha dubara mene hathi k samne 12 kaile rkhe to usNe ek b Nhi khaya q?
Admi: saare kaile plastic k honge
Bacha: nhi, is dafa hathi plastic ka tha...
Bacha: pr ab kaile b asli the or hathi b asli tha pr hathi ne ek b kaila nai khaya..
admi:
Kiun?
Bacha: hathi tv main tha or kela bair
Bacha: acha ab asli hathi or asli kaile dono tv pr the phr b hathi ne kaile nai khaye.
Admi: kiun bhai??
Bacha: dono alag alag channels pr the
Hahahaha
Tapa Tapa K GE0:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
GOLU-Doc. Mujhe aisa lagta hai jaise mere kaan me koi Gunguna Rahe Hai
Doc.-Aisa Kb Lagta Hai
GOLU-Jb mai kaan me headphone laga ke song sunta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
Wah wah wah..
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
.
.
.
Ye Message Faltoo Hai, Mat Parho Pagal!=P:)
by Abdul Sami (few years ago!)
The Best Shair Written On A Rickshaw !
“Hino Ka Baap,
Nissan Ka Nana..
Yeh Rickshaw Chala Raha Hai Pathan Deewana
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan Ne Bank Se Loan Le Kar Car Li Lekin Loan
Wapas Na Kar Saka Bank Walay Car Le Gaye
Pathan: Pehlay Pata Hota
To Shadi Bhi Bank Se Loan Le Kar Karta!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Wakeel K Betay Ko uski maan Ne Thapharr
Mara.
Beta Baap K Pas Gya Aur Kaha Ammi Ne Mujhe
bilaWaja Maara hai.
Baap Ne Usay ek aur Thapharr maara aur Kaha:
Wakeel K Bete HoKar Tumhen Itna B nahi Pata K
SupremeCourt K khilaaf Appeal HighCourt mai nahe
Hoti.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek jageer daar sahab sheher mein apney naey parosi ko maroob kerney keliey bata rahey they,
“Agar mein subah apni car mein beth ker apni zameenein dekhney nikloon to shaam honey tak aadhi zameenein bhee nahi dekh sakta”
Parosi ney izhaar-e-afsos kertey huey kaha, “Hamarey paas bhee bohat saal pehley aisee hi ek car hua kerti thee”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lecture ke darmiyan 1 Larka Uth kar chala gia
Teacher: Yai kion uth kar chala gia?
.
Students: Sir es ko neend mai chalny ke aadat hai
by inayat khan (few years ago!)
A Memon Called A Newspaper Office And Asked:
Mera Baap Mar Gaya Hai, Kya Charges Hongay?
Newspaper: Rs.50 Per Word.
Memon: Oh Bohat Ziyada Hain,
Acha Likho “Ghafoor Bhai Died”.
Newspaper: Sir! It Should Be Minimum 6 Words!
Memon: Oh Ho! Jara Sochnay Do….. Acha Likho……
Ghafoor Bhai Died – Suzuki For Sale .
by Tanveer Hussain (few years ago!)