Dr. k Band Clinic k agay lambi line
Dr. k Band Clinic k agay lambi line thi. 1 sardar bar-bar line me ghusta,log usko pakar k piche phenk datain sardar-Lage raho salo,me b clinic nahi kholunga,
by Pak101.com (few years ago!) / 979 views
Similar Jokes
A Sardar was writing something very slowly.
Friend asked: Why are you writing so slowly?
Sardar: I am writing to my 6 yrs old daughter,
she can not read very fast.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
a lecture waz going on
suddenly a boy went out of the class
lecturer: ye bahar kyu gaya??
boy's friend: sir, usko neend me chalne ki aadat hai
by Pak101.com (few years ago!)
Bhigoge agar barish mein to jhukam or khansi hi
hogi
Jara gor farmayega
Bhigoge agar barish mein to jhukam or khansi hi
hogi
ACP says: 2-2 murder kiye hain tumhe to fansi hi
hogi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dil hai to pyar hai, pyar hai to ishq hai,
Ishq hai to mohabbat hai, mohabbat hai to dard hai,
Dard hai to zandu balm hai aur
Zandu balm hai to munni badnaam hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: U had lunch?
Husbnd : U had lunch?
Wife : Im asking u.
Husbnd : Im asking u.
Wife: U copying me?
Husbnd: U copying me?
Wife: Lets go shopping..
Husbnd: I had lunch.
by A. Sami (few years ago!)
1 kabutar pathan ko tang kr rha tha, pathan ne usy pakar liya or usy marne ka faisla kr liya, wo usy chat pe ly gaya
aur wahan se neche phaink diya,:-)
(‘,’)
./ /.
Moral:
moral woral kuch nai
wo kabutar b peshawar ka tha
niche gir k mar gya:-
by Pak101.com (few years ago!)
Aajkal k bacche.
.
Maa : Beta, Kya Kr Rahe Ho ?
.
.
Beta : Padh Raha Hu..
.
.
Maa: Wah Excellent…!!!
Kya Padh Rahe Ho..
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke Messages.
by Mazhar Khan (few years ago!)
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya jante ho?
MUNNA BHAI :Gandhi bahut zabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin maloom ke yeh Jayanti kaun hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Batuni lady Ka chekup ksrne ke baad
Doc-koi taklif nah H,sirf aaram ki jarurat Hai
Lady-Lekin Meri zuban to dekhi hi nai
Doc-Use b Aaram ki jarurat Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Suppose, I give you 2 dogs. Then I again give you 2 dogs. How many will you have?
Student: 5
Teacher: How?
Student: I have a dog in my house now.
by Pak101.com (few years ago!)