muhabat ka natija
Na main shayar hoon, na shayar ka bhatija
Hoon zaroor, magar,
Apne ma-baap ke mohabbat ka nathija
by Abdul Sami (few years ago!) / 905 views
Similar Jokes
Husband: Lagta hai Paros ma Bakra Halal ho raha hai Acha hai aaj Gosht nahin lana parrega
Bv: Tum apnay kaan saaf karwao Altaf Bhai TV pe khitab kar rahe hai
by tanveer hussain (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma…
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai..A.M.A
by Abdul Sami (few years ago!)
nai dulhan apney mian sey kahti ha, mainey do dishen banaaney ka mahaarat haasil ki hai, ek murghi ka salan aur ek gajar ka halway. aaj aap ke liye meiney yeh donon banaai hain.
Mian: bohot khoob. ab yeh batao, inn mein sey murghi ka saalan kaun sa hai aur gajar ka halwa kaun sa?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
I"m @ the police station now been done 4 drink driving.Urine
sample was positive so I nicked the sample.they r now doin
me 4 taking the piss
by Abdul Sami (few years ago!)
Whats the diff between Dava & Daru?
Dava is like girlfriend, that comes with expiry date and Daru is like wife, Jitni purani hogi utna sir chad ke bolegi.
by tanveer hussain (few years ago!)
Jab Duniya Ka First Phone Bana,
Aur Phone Ko Start Kiya Gaya To
Scientist Ke To Hosh Ud Gaye.
Phone Screen Pe Likha Tha: “2 Missed Calls From Rajnikant“
by Pak101.com (few years ago!)
'A Girl asked Nargis:
Aunty Aap k pass Car, Bangla our Bara Bank Balance hay.
....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Srdar in FireBarged.
Srdar in FireBarged.
Lady called: Mere Ghr Main Aag Lag Gyi Hy.
Srdar: Pani Dalo.
Lady: Dala tha, Aag Nhi Bujhi.
Srdar:
Fir mojaan kro asi V te pani E sutna C.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar: Ghar mai maira hukam mana jata hai. Mai kahta Garam pani le awo, tu usi Time le aty hain
.
Friend: Garam Pani kion?
Sardar: Garam Pani Se bartan achy dulthay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Pathan 3 saal sy ALLAH se Ro Ro k OLAD
k liy Dua mangta raha
1 din pathan k pas frshta aya aur bola
“khan Tuh Khuda ka wasta hy pehly SHADI to kr ly…..!!”
by hearthackervsgirls (few years ago!)