dil se dil laga kr
dil se dil laga kar
bhi dekh,
meri yaad mein aansoo
bahakar bhi dekh,
SMS kya CALL bhi
karenge,
ek baar mere mobile ka
bill chuka kar bhi dekh……
by Abdul Hannan (few years ago!) / 946 views
Similar Jokes
Santa: Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta:
Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa: Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta: Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man saw a snake on bed of his Mother-in-law.
Man to snake: Meri saas ko das lay.
Snake: Abay Kya das lay? Main esi say to apna zehar recharge karwata hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek samay do bahut milne wale dost rahte thay. Lekin ek din ek dost ki maut ho gayi aur police wala investigate karne ke liye aaya aur uske dost ko sawal poochne laga…
Police: “Tumhara dost kaise mara?”
Sardar: “ Pata nahi sahab, woh bola mere pet mein chuhe kud rahe hai toh maine usko chuha marne ki dawa khila di.”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek darzi logon ke kapray le kar farar hogia
.
Koi kehta mairi shalwar
Koi kehta mairi Qamees
.
1 Pathan bhi ro raha tha, Logon ne pocha tum kion ro rahy ho?
Pathan: Hamara Naap le gia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
PATHAN Biology Ka Practical Attnd Krty Huye.
Examiner Ne 1 Bird Ki Taang Dikhaai, Or PATHAN Se Us Bird Ka Naam Poocha..
PATHAN Bola:
I Don’t Know..
Examiner: You Have Failed,
Kya Naam Hai Tumhara?
PATHAN: Humara Taang Dekho Or Naam Bataao..!!
Baat krta hai sala ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by Mazhar Khan (few years ago!)
Solid insult
Papu to girl: Mai aapse dosti karna chahta hun.
.
.
.
.
. .
Girl: Hamari dushmani kab thi mere BHAIYAA
by Tanveer Hussain (few years ago!)
India Mai Ek Ajeeb-o-Gareeb SMS Hai
Bolta B Hai
Chalta B Hai
Khata B Hai
Monchen Hain Us Ki
Pagri Pehnta Hai
Naam Hai Uska…
S=Sardar
M=ManMohan
S=Singh
by Pak101.com (few years ago!)
Boy prpozes to girl-
Ye Raat,Ye subah,
Ye Hawa,Ye Chand,
Ye Ghatayen,Ye Nadia,
Ye Kinare...
Girl-Saale Prpoze Kar Rahe ho,
Ya Envirnment science padha rahe ho..
by Pak101.com (few years ago!)
INJeCtiOn RooM K Bahir NoTice BOard.
Koi Mar Nai JaTa INJeCtion LaGwane Sy
. . ."DoSt"
BSs Uthne-BaiThne K AnDaz BadaL JaaTy HaiN....!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)