Sipahi: (cycle sawar se)
Sipahi: (cycle sawar se) ruk jaao tumhari cycle mein light nahi hai.
Cycle sawar : ruk nahi sakta janab. Is mein brackein bhi nahi hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
Height of gawarpan..
Boy : "kya tum facebook use karti ho.. ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl : "nahi
mai bachpan se hi gori hu
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Attitude :
1 lady see a boy of 5 years is smoking. . . . . . . . .
Lady :- kya tumhare dad ko malum hai, ki tum smoking karte ho.??
... .
.
.
.
Boy (dhua udate huye) : kya tumhare husband ko malum hai , ki tum abhi kisi gair "MARD" se bat kar rahi ho.????
by Pak101.com (few years ago!)
Wo tu aj bi mujhe dekh kar muskarti hai.
Par un k bache bare kamine hain ju humein mamun keh k bulate hain
by Sabir shah (few years ago!)
Mr Funny ko BIJLI ke khambhe par lage poster padne ka bohot shonk tha.
Ek din rat ko andhera hone ke karan uss se ik poster pada nahi gaya. Mr Funny spiderman ke jaise poster padne ke liye khambhe par ja chada.
Pas ja kar uss ne deka, vahan likha tha: Khambhe par naya paint kiya hai. Isko hath nahi lagana.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy- Bus,train or ladki ek jesi hoti hai,ek jati hai
to dusri aa jati hai
Girl- Taxi, Autoriksha or ladke ek jaise hote hai, ek
bulao 4 chale
Aate hai..!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher Now, Johny, tell me frankly do you say
prayers before eating?
L-Johnny No sir, I don't have to, my mom is a
good cook.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Police Afsar PATHAN se:
Tumhari maadri zuban kon si hai?
PATHAN: Koi nahi..
Police Afsar: Kyun?
PATHAN: Meri ammi goongi thi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A sardar purchased o lottery of 30 rupees.
He won a prize of 10 million rupees. After deducting taxes
he got 90 lac.
Sardar shouted give me full money or return my 30 rupees.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ka school me admision huwa
teacher:btao quiad e azam kon hai?
Sardar:hum ku kia pata hum tu khud school me naya aya hai
idhar kahein hu ga
by Sabir shah (few years ago!)
Usama asked Kajol,”how’s ur life?”
She replied,”kabhi khushi kabhi ghum.”
Then Kajol asked Usama,”what abt U?” He
replied,”kabhi BUSH kabhi BOMB.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)