Grace Before Meals
Teacher Now, Johny, tell me frankly do you say
prayers before eating?
L-Johnny No sir, I don't have to, my mom is a
good cook.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 765 views
Similar Jokes
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1999 Kids : I want my bed near Window
to see the moon&stars.
.
.
.
.
.
.
2013 Kids : I want my bed near the
mobile charging slot..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Woman: Officer You Must Help. Ive Just L
Woman: Officer You Must Help. Ive Just Lost My Wig. Police Officer: Certainly, Maam, Well Comb The Area.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jab koi itna khas Ban jaye top funny sms
Uske Bare Me sochna Ehsas Ban jaye
To Mang lena khuda se use zindgi bhar k liye,
Isse pehle ki uski MAA kisi aur ki SAAS Ban jaye.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patient: Mujhe beemari hai.
Na khaaon to Bhook lagti hai.
Na Soun oto Neend aati hai.
Aur ziyada kam kar loon to thak jata hoon.
Doctor: Saari raat dhoop mein baitho theek ho jao gay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Apne Dost Banta Se Ek Sawaal Poochta Hai.
Santa: “Aisa Koun Sa Station Hai Jahaan Koi Bhi Train Nahi Rukti?”
Banta: “Nahi Yaar Aisa To Koi Bhi Station Nahi Hai Jahaan Koi Train Na Ruke”
Santa: “Acha Toh Tu Haar Gaya Na”
Banta: “Haan Yaar Phir Bhi Tu Bata”
Santa: “Abe Gadhe Radio Staion Hai Na Jahaan Koi Train Nahi Rukti“
by Pak101.com (few years ago!)
Arz Kia Hy
Dor Se Dekha To Bus Khari Thi
Dor Se Dekha To Bus Khari Thi
Pas Ja K Dekha To..
BUS HI KHARI THI
Yahooo!
Apni Nazr To Bari Taez Hy YAR.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:
Bachpan vich maan di gal suni hondi te aj a din na vekhna painda.
Wakeel:
Kya kehti thi tumhari maan?
Sardar:
Anni deya jadon gal e nien suni tey fer dasaan ki.
by Razzi (few years ago!)
Eik gora pakistan aya hamarey culture ko seekne aur jab wapus aya tho logo ne usey poocha ke kya seeka hai thumne tho bola "BIJLEE RALA BIJLEE LARA!"
by Pak101.com (few years ago!)
Tcher: Jo Dusro Ko Apni Baat Na Samjha Sake Wo Gadha Hota He
Pappu: Sir,Kya Matlab Mai Samjha Nai
by Pak101.com (few years ago!)